Blogger Me First Post Kaise Likhe

0

hello dosto agar aapne apna blog blogger pe banaya hua hai aur aap apna first post likhna chahte hai to to aap is article ko jarur padhe. Is article me aap padhenge ki kaise blogger me apna first post likh kar publish kiya jata hai. Aaye jaante hai post likne aur publish karne ke liye kya steps follow karni hoti hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Agar abhi tak aapne blog or website nahi banaye hai aur bnane ke baare me jaanan chahte hai to isse padhe.
Blogger Par Free Website Ya blog Kaise Banaye

Blogger pe post lkhne ke liye niche diye steps ko follow kare:

Sabse phle aap blogger.com site open kare aur fir apne blog pe click kar open kare. Ab aap ki blog ki dashboard open ho jayegi. Jaisa ki aap niche diye gaye picture me dekh sakte hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Ab New Post button pe click kare . Iske baad post likhne ke liye ek page open hoga. Niche diye gaye image ko dekhenge to aap ko pta ho jayega ki aap ko post ka title, content kaha pe likhna hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Apna post title aur content likhne ke baad Publish button pe click karke usko app internet par publish kar sakte hai . Jiasa ki niche diye gaye picture me dikhaya gaya hai.

internet par

upar ke diye gaye luch simple steps follow kar blogger pe aap apna first post likh sakte hai. Blogger se juri hui koi anya jankari ke liye apna comment kripya comment box me likhe. Agar yeh post acha laga to please isse share kare.

पिछला लेखPassword Reset Disk Kaise Banaye
अगला लेखFree Blog Kaise Banaye (Full Guide in Hindi)
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here