Monday, April 7, 2025
Home Blog पृष्ठ 31

Facebook Fan Page Kya Hai Isse Kaise Banaye

Aaj is article me ham janege ki Facebook Fan Page Kya Hai Isse kaise banate hai. Facebook aaj ke samay me ek bhut bari social network site hai.

Aaj business ko promote karne ke liye social media ke ek bhut hi bada role hai aur isme se ek Facebook ka bhi naam hai.

Ji haa agar aap apne business ko promote karna chhte hai to facebook pe fan page hona bhut hi jaruri hai. Business ko promote karne ka isse ek bhut hi achcha jariya keh sakte hai.

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Facebook Fan Page Kya Hai?

Facebook fan page apke business, organization,brand aur product se related ek profile page hai jiss pe apki business se juri hui tamam information maujud hoti hai.

Facebook Fan Page pe like button hota hai jisse ki koi bhi person jo apke business ko pasand karta hai vo like button pe clik kar fan ban jaata hai.

Ab jab koi page me information update karte hai to usse is ki jaankari mil jaati hai. Aur isliye Facebook Fan page ban kar apne business ko aap online promote kar sakte hai aur adhik se adhik logo ko iske baare me jaankari de sakte hai.

Facebook Page Kaise Banaye ?

Facebook pe fan page nanane ke liye facebook kia account hona jaruri hai. agar aapke paas account nhi hi to banaye. Agar hai to niche diye gyae steps ko follow kare.

Step I : Sabse pahle facebook ki website open kare. Open karne ke liye yha click kare. Iske baad login kare.

Step II : Login hone ke baad apko Create Page ka option milega. Is pe click kare. iske baad apko kuch ooption milega jaise ki niche diye gaye image me hai.

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Step III : Ab aap in me se ek option pe click kare us choose kare. Aap brand or Product pe click kare to acha rhega us pe aapko website ko add karne ka option milega.

Step IV : Ab aap category select kar apne page ka naam likhe. Jaisa ki apa niche diye gaye image me dekh sakte hai. Get Started button pe click kar proceed kare.

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Step V :Ab niche diye gaye imag e ki tarah option milega. Jisme 4 option hoga.

  1. About : Apne Facebook Page ke baare me likhe. Page se jis website ko jodna hai uski link add kare.Facebook Fan Page Kaise Banaye
  2.  Profile Picture : Is step me apne page ke liye profile picture add kare. yah do option milega .       Apne computer se image browse kar upload kare ya fir website ke liye uploaded image ka link de.
    Dono option mese ek select kare jaha aapki profile pic ho.Facebook Fan Page Kaise Banaye
  3. Add to Favourites : Is page ko favourite section me add karne ke liye Add To Favourite button pe click kare. Agar nhi add karna chahte hai to skip button pe click kare. Add karne apko apni facebook login karne par homepage ke favourite section me dikhega.Facebook Fan Page Kaise Banaye
  4. Preferred Page Audience : Ap aap select kare ki aapko kis tarah ke audience ke liye aapne page banaya hai. Isee step ko aap skip kare taki har koi aapke page ko dekh sake aur apke page ka like jyda ho sake. 
Facebook Fan Page Kaise Banaye

 

Ye lijiy ab aapka Fabeook page ban gya hai.

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Facebook page ko attractive banae ke liye apne timeline pe achi si image lagaye. Apne Facebook Page ko like karne ke liye apne friends ko invite kar sakte hai. Iske liye Invite friends to like this page button pe click kar kare.

Facebook Friends List को Hide कैंसे करें

Conclusion:

Umeed hai ki article ko padhne ke baad aap samaj gaye honge ki facebook page kaise banaye aur facebook page banane se kya hota hai . Is lekh se jura koi sawal ya sujhav ho comment kar bataye.

Free Blog Kaise Banaye (Full Guide in Hindi)

Aaj ke is lekh mein hum apko batane wale hai ki blog kaise banaye vo bhi bilkul free me.

Sabse pahle mai aap sabhi se ye jaankari share karna chahta hu ki blogger Google company ki ek free service hai matlab iska koi charge nhi lagta hai.

Isse koi bhi person free me use kar sakta hai. Google ki blogger service free me website aur blog banane ke liye hai. Ji ha aap ispe apna website ya blog free me bana sakte hai.

Aksar hamare pathko ka ye sawal aata rehta hai ki Blog kaise banaye iski jankari bataye. Isliye humne ek post likha jisme website kaise banaye google par iski jankari step by step bata sake.

Aaj ke is lekh me aap janege ki free me blog kaise banaya jata hai.

Blogger Par Free Website Ya blog Kaise Banaye

Blogger Par Free Blog Banane Ke Liye Kya Chahiye

Blogger pe website/blog banane ke liye sabse jaruri hota hai gmail ka account hona. Gmail id aur password se login kar ke aap blogger service ka upyog kar sakte hai website banane ke liye.

Free Me Blog Kaise Banaye in Hindi 

Agar aap ke paas gmail account nhi to pehle gmail account banaye athva agar hai to aap blogger ki site pe jaane ke liye yha is link pe click kare

Ab aap apne gmail id aur password se login kare. Uske baas blogger ka page open hoga. Jaise ki aap niche dikhaye gaye image bhi dekh sakte hai.

Blogger Par Free Website Ya blog Kaise Banaye

Ab aap New Blog Button pe click kare. Iske baad ek popup open hoga screen pe.

Blogger Par Free Website Ya blog Kaise Banaye

upar dikhaye gaye image me aapko 4 steps dikhenege jiske baare me detail me jaanege.

Step I : Sabse upar dikhye gaye input box(Step I) me apne website/blog ka title likhe. Aap apna manpasand title choose karke like jiase jis topic se related blog ho aapki usse juri hui relevant title likhe.

Step II : Is step me aap apne website/blog ka web address OR URL likhe. Koi user aapke blog ko isi web address ke jariye use karta hjai. Jaise ki mere blog ka web address hai  phpcluster.blogspot.in aur log me blog ko is url ke jariye open karte hai. Aap ko vhi URL milega jo avi tak kisi ne use nhi kiya ho ..to koi achaa sa address soch kar apne blog ke liye likhe.

Step III : Iske baad aap apne blog ke liye koi template select kare jo bhi aapko acha lagta hai diye gaye options me se.

Step IV : Ye last step hai. Isme aap Create blog! button pe lick kare. Aur is tarah se aapki blog blogger pe create ho jayegi.

Apne blog ko dekhne ke liye apne jo address or URL diya usse browser me open kare. Upar diye gaye steps ko use karke blogger pe aap free me website ya blog bana sakte hai.

वर्डप्रेस ब्लॉग (WordPress Blog) कैसे बनाये : [पूरी जानकारी 2019]

Is lekh me apne sikha ki blogger platform free me blog kaise banate hai, Google par website kaise banaye in hindi.

Blogger se juri hui koi anya jankari ke liye apna comment kripya comment box me likhe. Agar yeh post acha laga to please isse share kare.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

hello dosto agar aapne apna blog blogger pe banaya hua hai aur aap apna first post likhna chahte hai to to aap is article ko jarur padhe. Is article me aap padhenge ki kaise blogger me apna first post likh kar publish kiya jata hai. Aaye jaante hai post likne aur publish karne ke liye kya steps follow karni hoti hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Agar abhi tak aapne blog or website nahi banaye hai aur bnane ke baare me jaanan chahte hai to isse padhe.
Blogger Par Free Website Ya blog Kaise Banaye

Blogger pe post lkhne ke liye niche diye steps ko follow kare:

Sabse phle aap blogger.com site open kare aur fir apne blog pe click kar open kare. Ab aap ki blog ki dashboard open ho jayegi. Jaisa ki aap niche diye gaye picture me dekh sakte hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Ab New Post button pe click kare . Iske baad post likhne ke liye ek page open hoga. Niche diye gaye image ko dekhenge to aap ko pta ho jayega ki aap ko post ka title, content kaha pe likhna hai.

Blogger Me First Post Kaise Likhe

Apna post title aur content likhne ke baad Publish button pe click karke usko app internet par publish kar sakte hai . Jiasa ki niche diye gaye picture me dikhaya gaya hai.

internet par

upar ke diye gaye luch simple steps follow kar blogger pe aap apna first post likh sakte hai. Blogger se juri hui koi anya jankari ke liye apna comment kripya comment box me likhe. Agar yeh post acha laga to please isse share kare.

Password Reset Disk Kaise Banaye

Is article me hum baat kar rhe hai PC ka password reset disk kaise banaye ke baare me | Password reset disk ki jarurat tab hoti hai jab PC ka password bhul jate hai | Pendrive ka use kar ke aap PC ka password reset kar sakte hai | Aaaye jaante hai ki password reset disk pendrive use kar ke kaise banate hai  | Aaye vistrit rup se jaante hai is baare me |

Password Reset Disk Banaye Pendrive Se

  • Sabse pahle pendive ko pc me lagaye.
  • Control Panel open kare >> user account pe click kare >> Create Password Reset Disk pe click kare .
Password Reset Disk Kaise Banaye
  • Ab Forgotten Password Wizard window open ho jayega. Iske baad steps follow kare Next button pe click kar .
Password Reset Disk Kaise Banaye
  • Iske baad apna pendrive select kare aur current password type kare.
Password Reset Disk Kaise Banaye
Password Reset Disk Kaise Banaye
  • Uske baad disk create process start ho jayega. kuch seconds ke baad.
Password Reset Disk Kaise Banaye
  • ab successfully password reset disk ban chuka pendrive se.
Password Reset Disk Kaise Banaye

Password Reset Disk Pendrive ka use kaise kare

Jab kabhi aap apne PC ka Password bhul jaate hai Tab aap yhi pendrive jisme apne password reset disk banaya hai. usse PC me lagaye. Ab apne PC ko start kare. Phli baar aap wrong password type kare fir niche reset ka option aa jayega. Reset Password option pe click kare.

Ab New Password type karne ka option aayega isme nya PC ke liye nya password type kare. Ab aapki PC open ho jayegi naye password ke Saath.

Is article ke jariye aap PC ka password bhulne ke baad hone wale pareshaniyo se bach sakte hai. Aur yeh ek bhut hi assan tarika hai paasword bhul jane pe usse reset karne ka.

Agar yeh article aap ko achaa laga to please isse share kare.

PDF Files and Word Documents Ki Language Kaise Change Kare

हम अक्सर देखते है की जब हमें कोई पीडीऍफ़ फाइल दूसरे language में मिलती है तो उसे पढ़ना बहुत मुश्किल हो जाता है क्यूंकि वो language हमारी जानकारी में नही होता है | 

फिर कोशिश होती कि कोई सॉफ्टवेयर के जरिये हमें इससे अपनी जानने वाली लैंग्वेज में convert यानि translate करे | 

आज के इस लेख में हम आपको बताने वाले है की PDF Files and Word Documents Ki Language Kaise Change Kare.

आए जानते है की बिना किसी software डाउनलोड किये हुए PDF फाइल या Word फाइल की language कैसी चेंज कर सकते है.

जी हा ये संभव है इसके लिए हमें कुछ steps फॉलो करने होते है जो विस्तृत रूप से देकेंगे.

PDF Files and Word Documents Ki Language Change Karne Ka Tarika

PDF Files and Word Documents Ki Language Kaise Change Kare

Steps:

  1.  सबसे पहले translate.google.com website पे जाते है.
  2. From aur To tab pe click कर सेलेक्ट करते है की कौन से language में PDF या DOC है और उससे kis language me change karna hai. Agar File ki language pta nhi ho to from me Detect language option select kare.
  3. निचे दिए गए tanslate a document option pe click kare aur fir browse kar PDF file or Word Doc file ko चयन Karte Hai.
  4. Ab translate button pe click kare.
  5. Ab file ki language change होकर वो स्क्रीन पे ओपन हो जाएगी.
  6. CTRL+P shortcut key use कर और फिर Destination option se Save as PDF option select kar file को save करते है.
  7. इस तरह से PDF file या Word document file ki language को change कर लेते है.

इस आर्टिकल से जुड़ी हुई कोई भी जानकारी के लिए कमेंट बॉक्स में अपना कमेंट लिखें. अगर आप को यही आर्टिकल अच्छा लगा तो प्लीज इस शेयर करे.

YouTube Susbscribe Button Blog Me Kaise Add Kare

अगर आपके पास यूट्यूब चैनल और आप ब्लॉग भी लिखते है तो ऐसे में आप आपको अपने ब्लॉग में यूट्यूब चैनल के सब्सक्राइब बटन को जरूर ऐड करना चाहिए. इस लेख में हम आपको बताने जा रहे है किस तरीके से आप YouTube Susbscribe Button Blog Me Kaise Add Kare.

Youtube ek video शेयरिंग साइट है जो की बहुत अधिक लोकप्रिय है और साथ ही पैसा कमाने का भी एक अच्छा सोर्स है. YouTube Ke Baare मेरे Baat Kare to मूल रूप से तु गूगल कंपनी ki ek सेवा Hai.

YouTube पे अपना चैनल बना कर हम वीडियो अपलोड करते है. अगर हमारी साइट पे अचे विसिटोर्स होते है तो हम ब्लॉग में सब्सक्रिप्शन बटन ऐड करके हम ज्यादा से ज्यादा फोल्लोवेर बना सकते है .

YouTube Susbscribe Button Blog Me Kaise Add Kare

YouTube की सब्सक्राइब बटन ब्लॉग में ऐड करना बिलकुल आसान है इसके लिए हमे कुछ सिंपल स्टेप्स फॉलो करने होते है.

यह भी पढ़े:

Youtube subscribe बटन इस तरह से पा सकते है.

Steps:

  1.  Youtube ke official page से हम सब्सक्राइब बटन पा सकते है. Subscribe button पाने के लिए यह click kare.
  2. इसके बाद हमे Channel Name ya ID की जरुरत होती है. Channel ID पाने के लिए यहाँ पे click kare.
  3. Yha se Channel ID मिल जायेगी इसे कॉपी करके channel ID input box me paste kare.
  4. इसके बाद नीचे के textarea me jo code generate ho use कॉपी करके हम ब्लॉग के विजेट में या जहा display करना चाहते है(widget, post ya page) वह add कर लेनेगे.
  5. इस तरह से blog pe youtube subscribe add हो जायेगा.

या:

Steps:

  1. Channel ID पाने के लिए यहाँ पे click kare.
  2. Channel ID copy करे or निचे दिए गए code me अपना channel ID paste करे.
    <script src="https://apis.google.com/js/platform.js"></script> <div class="g-ytsubscribe" data-channel="Yaha par apne channel ID Paste kare" data-layout="default" data-count="default"></div> 
  3. Channel ID paste करके इस कोड कॉपी करके हम ब्लॉग में जहा display करना चाहते उस के अनुसार add कर लेंगे(yani ki widget, post ya fir page me).

निष्कर्ष:

ऊपर बताये गए जानकरी से आपने सीखा की यूट्यूब चैनल का सब्सक्राइब बटन ब्लॉग में कैसे ऐड करते है.अगर आप एक ब्लॉगर है और आपका यूट्यूब चैनल भी है तो आपको अपने यूट्यूब चैनल को सब्सक्राइब करने के लिए अपने ब्लॉग में सब्सक्राइब बटन जरूर लगाना चाहिए.

YouTube Channel से जुड़ी कोई भी सवाल के लिए आप कमेंट बॉक्स में टाइप कर सकते है.

अगर ये पोस्ट आपको अच्छा  🙂 लगा तो प्लीज इस शेयर करे 🙂 .

Cursor के साथ print screen कैसे करे

इस आर्टिकल में हम बात कर रहे है Cursor के साथ print screen कैसे करे | और अभी तक हमने देखा है की हम normally स्क्रीनशॉट easily ले लेते है PrtScrSysRq button प्रेस कर के ! लेकिन जब हम प्रिंट स्क्रीन की जरुरत होती है वो भी कर्सर के साथ तब हम थर्ड पार्टी सॉफ्टवेयर उसे करते है इसके लिए |

आज हम जानेंगे कि बिना third party software use किये हुए हम cursor के printscreen शॉट कैसे ले सकते है | सबसे पहले हमे ये जाना चाहिए कि कर्सर के साथ प्रिंटस्क्रीन शॉट लेना आसान है वो भी बिना किसी थर्ड पार्टी सॉफ्टवेयर उसे किये हुए | लेकिन कैसे ?

Cursor के साथ print screen कैसे करे

इसके लिए हमे कुछ simple steps follow करने होते है

I) सबसे पहले विंडोज बटन प्रेस करे |

II) Search bar मैं  “psr” ya fir “step recorder” type करे | Search करे |

how to print screen with mouse cursor

III) Startरिकॉर्डर बटन प्रेस करे | और जिस page या screen का स्क्रीनशॉट लेना कहते है mouse cursor बारी बारी से उस screen पे ले जाये |

how to print screen with mouse cursor

IV) उसके बाद Stop Record button press करे फिर आपको zip file सेव करने का option आएगा उसे save कर दे !

V) Saved zip फ़ाइल को extract करते है और उस folder में हमारे सारे स्क्रीनशॉट होता है जो हमने रिकॉर्ड किया है वो भी कर्सर के साथ |

परिणाम : अतः हम प्रिंट स्क्रीन cursor के साथ ले सकते है बिना किसी third party software use किये हुए | इसके लिए हमें ऊपर के कुछ दिए गए steps फॉलो करने होंगे |

Command Prompt Se Text Copy Kaise Kare

Command prompt se text कॉपी करना का process वैसा नही जैसे generally हम कोई text कॉपी करते hai. जैसे की आम तौर पे हम कोई भी text करने के लिए हम shift press करके उस text को select कर लेते है और फिर right click करके copy करते है या फिर दूसरा तरीका है CTRL+C कमांड को use करके copy करते है.

आये जानते है command prompt में किन किन तरीको से text copy किया जा सकता है

Step 1 : सबसे पहले command propmt open करने के लिए WIN+R press करे और फिर cmd type कर enter बटन प्रेस करे .

Step 2: अब आके command prompt open हो चूका है. सबसे पहले right click करके mark पे क्लिक करे.

Step 3: Ab jaha se text copy suru karna chate hai vha pe click kare . Uske baad SHIFT button ko press karte hue last jaha tak aap copy karna chate hai vha pe click kare.
Ab jaha se text copy Shuru karna chahte है वाहा पे click करें। Uske baad SHIFT बटन ko press Karte ह्यू jaha tak ‘आप’ copy karna chahte है वाहा पे क्लिक करे ।

Step 4: अब आप command prompt के title bar पे right क्लिक करके edit option में जाए और copy option सेलेक्ट करे . अब आपकी text कॉपी हो चुकी है इससे आप paste कर सकते है.

या

Step 5 : 4th step अगर आसान करना चाहते तो enter बटन दबाए 3rd step के बाद. अब आपकी text कॉपी हो चुकी है इससे आप paste कर सकते है.

Blog Kya Hai? Blogging क्या है?

आज इस लेख में हम ब्लॉग और ब्लॉग्गिंग के बारे में विस्तार से जानेंगे. अगर आप खुद का ब्लॉग शुरू करना चाहते है तो आपको ब्लॉग और उससे जुड़े सभी शब्दों के बारे में जरूर जानना चाहिए.

अगर आपके मैं में ब्लॉग से ज़ुरा कोई सवाल है या फिर आपको जानना है की ब्लॉग क्या होता है ब्लॉग्गिंग किस्से कहते है तो आपके लिए ये पोस्ट बिलकुल सही है.

इस पोस्ट में हम Blog kya hai ब्लॉग्गिंग क्या है ब्लॉग कैसे शुरू करे इत्यादि के बारे में आपको पूरी जानकारी देने जा रहे है.

तो चलिए सबसे पहले जानते है की

Blog Kya Hai? (What is Blog in Hindi)

आये आज हम जानते है ब्लॉग किसे कहते है.Blog एक ऐसी वेबसाइट है जिसके जरिये हम अपना ज्ञान और जानकारी दूसरों के दुसरो के साथ share कर सकते है.

हम अपनी जानकारी इन्टरनेट के मध्यम से लोगो तक पहुच सकते है. आज के ज़माने में यह एक बहुत ही आसान काम है.Blog के जरिये जो कुछ हमें आता है उस काम में हम दुसरो की मदद कर सकते है अपनी जानकारी शेयर करके .

ब्लॉग और वेबसाइट – ब्लॉग और वेबसाइट में क्या अंतर है (Difference Between Blog And Website In Hindi)

ब्लॉग एक प्रकार की वेबसाइट है।
एक ब्लॉग और एक वेबसाइट के बीच कई अंतर हैं जो हम अब देखने जा रहे हैं।

ब्लॉग (About Blog in Hindi)

  • सामग्री की मूल इकाई एक ब्लॉग पोस्ट है।
  • ब्लॉग को नियमित रूप से नई सामग्री के साथ अपडेट किया जाता है।
  • ब्लॉग सामग्री (पोस्ट के रूप में) रिवर्स कालानुक्रमिक क्रम में प्रदर्शित की जाती है।
  • ब्लॉग एक टिप्पणी प्रणाली प्रदान करता है जो उपयोगकर्ता को पोस्ट पर टिप्पणियों और लेखक के साथ संवाद करने और बातचीत करने की अनुमति देता है।
  • ब्लॉग में RSS फ़ीड की सदस्यता लेने का विकल्प है।
  • इसमें हमेशा एक मुखपृष्ठ नहीं होता है।
  • एक ब्लॉग एक व्यक्तिगत लेखक या टीम द्वारा प्रबंधित किया जाता है।
  • ब्लॉग एक प्रकार की वेबसाइट है जहाँ आप विचार और अनुभव साझा कर सकते हैं जो लोगों को उनकी समस्याओं को जानने, जानने और हल करने में मदद करता है

वेबसाइट (About Website in Hindi)

  • वेबसाइट पर, सामग्री की मूल इकाई एक पृष्ठ है।
  • नियमित रूप से अपडेट नहीं किया गया।
  • रिवर्स कालानुक्रमिक क्रम में प्रदर्शित नहीं किए गए पृष्ठों के रूप में सामग्री।
  • वेबसाइट पृष्ठों पर टिप्पणी की अनुमति नहीं है।
  • आरएसएस फ़ीड की सदस्यता लेने में सक्षम नहीं है।
  • हमेशा एक मुखपृष्ठ।
  • वेबसाइट आमतौर पर एक कंपनी द्वारा प्रबंधित की जाती है।
  • वेबसाइट एक ऐसा प्लेटफ़ॉर्म है जहाँ हम अपने उत्पादों और अपनी कंपनी का पोर्टफोलियो दिखाते हैं।

सभी ब्लॉग वेबसाइट हैं, लेकिन सभी वेबसाइट ब्लॉग नहीं हैं

Blogging क्या है? (What is Blogging in Hindi)

ब्लॉग के जरिये अपनी जानकारी दूसरो लोगो के साथ शेयर करना और उन्हें मदद करना ही Blogging है.

ब्लॉगिंग ब्लॉग में विषयों, घटनाओं या समाधानों के बारे में लिखने की एक प्रक्रिया है।

मूल रूप से नया लेख लिखकर या पुराने लेख को अपडेट करके ब्लॉग को अपडेट करना ब्लॉगिंग कहलाता है

Blog का क्या फायदे है? (Benefits of Blogging in Hindi)

मैंने ऊपर के शब्दों ये बताया कि Blog के जरिये हम अपनी जानकारी दूसरों के साथ share करते है और हमे खुद भी अनुभव होता है दूसरे से ज्ञानभरी बाते share करके. जिनके ब्लॉग पे अच्छे visitors है वो अच्छा पैसा कमा सकते है

Blogging की शुरुआत कैसे करे? (How to Start Blogging in Hindi)

अगर आप blogging शुरू करना चाहते है तो इसके लिए कई सारी free blogging platform है जिसको use करके आप खुद का blog बना सकते है .
Free blogging platform का नाम इस प्रकार है

  • BlogSpot
  • WordPress
  • Tumblr
  • Medium

इत्यादि

अपना ब्लॉग कैसे शुरू करें। (How to Start Your Own Blog in Hindi)

अपना खुद का ब्लॉग बनाने के लिए आपको डोमेन नाम और वेब होस्टिंग की जरुरत होती है. इन दोनों को आपको खरीदना होता है जिसके लिए पैसे देने होते है.

ब्लॉग कैसे बनाते है इसके बारे में मैंने अलग से एक पोस्ट लिखा जिसमे डिटेल में बताया है की कैसे आप ब्लॉग बना सकते है.

कैरियर के रूप में ब्लॉगिंग (Blogging As a Career in Hindi)

आजकल ब्लॉगिंग इंटरनेट प्रेमियों के लिए एक वाहक विकल्प बन गया है।

ब्लॉगिंग का उपयोग ज्ञान साझा करने, व्यक्तिगत ब्रांडिंग बनाने में किया जाता है । समीक्षाओं द्वारा उत्पादों को बढ़ावा देना और ऑनलाइन पैसा कमाना।

यदि आप इसे अपने व्यवसाय के रूप में लेते हैं तो ब्लॉगिंग आय का एक बड़ा स्रोत है। एक ब्लॉग के साथ पैसा बनाने में निरंतरता के साथ बहुत समय और प्रयास लगता है।

अगर कोई भी घर बैठे ऑनलाइन पैसे कमाने की तलाश में है या बॉस फ्री लाइफ जीना चाहता है तो उसके लिए ब्लॉगिंग एक अच्छा विकल्प है।

ब्लॉग की अन्य जानकारी के लिये कृपया आप अपना कमेंट कमेंट बॉक्स में लिखें.

सोशल मीडिया पर HB4U से जुड़े

435FansLike
16FollowersFollow
7FollowersFollow
231FollowersFollow
224FollowersFollow
46SubscribersSubscribe