Najdiki Aadhaar Center: आज के समय में भारत सरकार ने लगभग हर काम के लिए आधार कार्ड को जरूरी कर दिया है. ऐसे समय में अगर आप अपने आधार में कभी कोई बदलाव करना चाहते है या फिर कुछ इनफार्मेशन अपडेट करना चाहते है तो आधार कार्ड सेंटर जाना होता है. अगर आप भी अपने नज़दीकी आधार कार्ड सेंटर ढूँढ रहे है तो आप इस पोस्ट को पूरा ज़रूर पढ़े. आप हमारे द्वारा बताए गए तरीके को अपना कर आसानी से नज़दीकी आधार सेंटर की जानकारी हासिल कर पाएंगे.
वैसे तो आधार में कुछ बदलाव ऑनलाइन भी उसके पोर्टल पर जाकर किया जा सकता है लेकिन कुछ ऐसे भी बदलाव होते है जिनके लिए हमे आधार कार्ड center jana hi hota hai. चलिए आज इस आर्टिकल में आधार सेंटर खोजने की जो समस्या है उसका सिंपल और आसान सा सलूशन स्टेपबय स्टेप बताने जा रहा हु.
यह भी पढ़े:
आधार सेण्टर कैसे पता करे:
सबसे पहले UIDAI की वेबसाइट पोर्टल पर जाना है. इस वेबसाइट पर जाकर हर तरह के आधार सेंटर की जानकारी पा सकते है चाहे वो प्राइवेट,पोस्ट ऑफ़िस में हो या फिर बैंक में ही क्यों न हो.
Steps:
Step 1.
सबसे पहले uidai website par jana hai .Ab Enrolment & Update Centres in Banks & Post offices link पर क्लिक करे.
Step 2.
अब अगले पेज में आपको 3 search criteria मिलेगी जिससे आप आधार सेण्टर ढूंढ सकते है. Pahle option state ka hai, dusra Pin Code aur tisra Search Box ke through bhi aap aadhaar center की जानकारी ले सकते है.
State:
अगर आप स्टेट के अनुसरा सर्च करा चाहते है तो
- Sabse pahle State option ko chune.
- Ab aapko state, district, sub district aur VTC(Village Town City) ko chuniye.
- Diye gaye box me verification code ko bhare
- Ab search button par click kare.
अब आपके सामने centers ki list open ho jayegi.
Pin Code:
Pin code ke madhyam se aadhaar center pata karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare.
- Pin Code option ko chune.
- Jis locastion ke liye search karna chahte hai vha ka pin code daale.
- Diye gaye verification code ko yaha likhe.;
- Ab search button par click kare.
Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi.
Search Box:
Search box ke through bhi centeres ka pataya lagaya ja sakta hai.
- Apne jagah ka naam likhe.
- Diye gaye verification code ko yaha likhe.
- Ab search button par click kare.
Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi.
प्राइवेट,पोस्ट ऑफ़िस या फिर बैंक आधार सेंटर पता करने के लिए:
Private aadhaar centeres ka bhi aap asani se pata laga sakte hai. ab aapko niche bataye gaye link par click karna hai.
Is bar aapko Locate Enrolment & Update Centres link par click karna hai. Click karne ke baad aapke samne same vahi 3 options aayenge jo aapne abhi upar me padha hai usse foloow karke aap cneters ki jankari pa sakte hai.
Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi. Search karne ke baad aadhaar ki list kuch is tarah se load ho jayegi.
Is jankari se juda koi bhi sawal ya sujhaw aapke mann me ho to aap comment kare. Aapki help kar ke muhe khushi hogi.