Dosto Jaisa Ki hum sabhi jante hai Ki agar hume Coraldraw me Shortcut Keys malum ho to kaam karne me aashani hoti hai aur time bhi bahut kam lagta hai. Jis Se hum bahut hi teji se koi bhi kaam kar pate hai.
To aaiye aaj hum aap ko Coraldraw Me kuch important shortcut keys ke bare me batate hai. Jis se aapka kaam bahut asaan ho jayega aur aapka samay bhi bachega.
Agar aap in shortcut keys ke bare me jaan le to Coreldraw me aap jyada fast kaam kar payenge.
यह भी पढ़े:
Corel Draw Keyboard Shortcuts
Work Shortcut Key
Shape Tool Ke Liye | F10 |
Zoom Ke Liye | Z |
Pan Ya Hand Tool Ke Liye | H |
Freehand Tool Ke Liye | F5 |
Smart Drawing Ke Liye | Shift+ S |
Artistic Tool Ke K Liye | I |
Rectangular Tool Ke Liye | F6 |
Ellipse Tool Ke Liye | F7 |
Polygon Ke Liye | Y |
Duplicate | CTRL+D |
New | CTRL+N |
Save | CTRL+S |
Undo | CTRL+Z |
Open | CTRL+O |
Exit | CTRL+F4 |