आज के समय में इंटरनेट का use बहुत ज्यादा है और ऐसे में इंटरनेट की प्रॉब्लम आने से users को काफी परेशानी होती है | हर इंटरनेट यूजर को टेक्निकल नॉलेज नहीं होता है जाहिर सी बात है.
Minor issue के लिए जो की आप खुद से भी फिक्स कर सकते है उसके लिए आपको पैसे देना पड़ता है | आप में से बहुत सारे यूजर ने फेस किया होगा की Local area connection कनेक्टेड रहने पे भी कभी कभी इंटरनेट नहीं एक्सेस कर पाते है| सवाल ये है की ऐसे में क्या करना चिये इंटरनेट एक्सेस करने के लिए |
इसलिए आज मैं आपको बताने जा रहा की internet connection ko enable disable kaise kare.
कभी कभी छोटी सी प्रॉब्लम की वजह से भी इंटरनेट नहीं चल पता है ऐसे में परेशान होने की जरुरत नही है . आप इसे खुद से भी फिक्स कर सकते है उसके लिए आप हमारे दवार बताये गए सिंपल स्टेप्स को फॉलो करे | आगे आने वाली छोटी इंटरनेट इश्यूज आप खुद फिक्स कर पाएंगे इसलिए आज आपको गाइड कर रहा हु |
Steps to enable/disable Internet Connection :
सबसे पहले आप अपने network connection को चेक करे यानि की “Local Area Connection” enable hai ya nhi. Agar disable hai to enable karna hoga aur agar pahle se enable है तो कुछ नही करना है | Agar aapke system me “Local Area Connection” disable hoga to aap internet access nhi kar skate hai isliye iska enable hona bhut jaruri hai.
Method 1 (Taskbar ke jariye):
Steps:
Aap apne taskbar me dikh rhae network connection wale icon pe click kare(yani jo compuetr icon jaisa dikhta hai).
Ab right click kare aur “Open network and sharing center” pe click kare.
Ab ek nya window open hoga , left side me “Change adapter setting” pe click kare.
An “Local area connection” option dikhega.
Right click kar “Enable” pe click kare.
Method 2 (Control Panel ke jariye) :
Steps:
Start pe click kare .
Ab “Control Panel” pe click kare.
Ab “Network and sharing center” pe click kare.
Ab left side me “Change adapter setting” pe click kare.
An “Local area connection” option dikhega.
Right click kar “Enable” pe click kare.
Ab internet connection successfully enable ho gaya hai.
Google chrome extensions kya hai aur isse kaise install kiya jata hai aur iske kya fayde hai aaj is article ke jariye mai aapko batane ja rha hu.
Jaisa ki aap jante hai Google chrome browser internet access karne ke liye sabse jayada use kiya jata hai. Is post ke jariye aap jaan payenge ki google chrome browser me nya koi features kaise add karte hai.
Aaj ke samay PC ke alwa mobile pe internet use karne ke liye chrome browser ki use ho raha hai. Mobile chrome browser me extension features nhi available hai.
To aaye vistaar me jaane ki Google Chrome Extensions Kya Hai Kaise Install Kare.
Extension Kya Hai ?
Extension ek software application ki tarah hai. Jaise koi bhi software aap apne computer me install karte hai thik usi tarah aap extension ko Google chrome browser me install karna hota hai. Aur is tarike se aap apne browser me ek naya feature add kar paate hai.
In easy word : Software jise hum google chrome browser me install karte hai usse extension kahte hai.
Google Chrome Browser me Extension Kaise Install Kare?
Aaye ab jaante hai ki extension ko browser me kaise add karte hai. Kisi bhi extension ko install karne ke liye aapko Google ke extension store/ web store pe jaana hota hai. Google ke extension store pe jane ke liye yaha pe click kare.
Ab aap search box me extension name type kare aur search suggestion pe click kare. Ab extension ki list samne dikhega. Ab Extension name ke samne diye gaye “ADD TO CHROME” button pe click kare aur wo extension browser me install ho jayegi.
Extension successfully install hone ke baad aap ko apne chrome browser ke top right side corner pe extension ka small icon dikhega, is icon pe click kar aap extension (software) ka features access kar sakte hai.
Google Chrome Extension Ko Kaise Delete Kare?
Agar aap kisi extension ko delete karna chahte hai to vo bhi bhut easy hai. Delete karne ke liye chrome browser ke settings me jana hota hai .
Sabse pehle browser ki settings option pe click kare.
Ab extension option pe click kare.
Ab jis extension ko uninstall karna chahte hai uske same delete ke icon pe click kare.
Ab extension aapke chrome browser se remove ho jayegi.
दोस्तों अगर ये जानकारी आपको अच्छी लगी है तो इस article को अधिक से अधिक शेयर कीजिये.
Dosto kya aap koi file ,video , audio ,image etc apne friends ke sath share karna chahte hai?. Sawal ye hai ki Free Me File Share Kaise Kare kisi ke sath bhi.
Generally internet user ki need hoti hai ki vo apni file apne kisi friend ya family ke sath share karna chata hai.
Is post me aaj janenge ki kaun kaun se tarike hai jiske jariye aap apni Files ya Data kisi ke sath free me share kar sakte hai.
Sabse pahle mai btana chahunga ki file share karne ke liye multiple website hai jo ki free hai matlab koi charge nhi lagta hai. Aaj is post me kuch important website ki bare me btane ja rha hu jo large file sharing ke liye jyada use kiya jata hai jiski service achi aur secured hai.
To aaye jaante hai kuch chune gaye important websites ke naam jis se aap assani se free me file sharing kar sakte hai.
Dropbox free me file share karne ka sabse achi website hai. Ye ek free cloud service hai jispe aap account create kar sakte hai.
Ye per account 2GB free space provide kartai hai jo ki badi file sharing ke liye sufficient hai. Aap DropBox pe apna aacount create kare aur fir apni file upload kar uski link kisi user ko share kar sakte hai .
2. Google Drive
Maine apne pichle post me be likha hua hai ki Google drive kya hai aur kaise use karte hai. Google Drive Google company ke dwara di gayi ek free cloud service hai . Google pe account banae pe aapko 15GB free space di jaati hai.
Google drive dawara di gayi space jyada badi file sharing ke liye feature provide nhi karta hai but ye ek achi service hai. Aap Google pe apni account bna kar asaani se apni file share kar sakte hai.
3. FilesOverMiles
Files Over Miles bhi free me file share karne ke liye achi websites me se ek hai. FilesOverMiles ko use karne ke liye aapke PC me falsh player install hona chahiye. Aap apne files ke liye secret aur encrypted link generate kar kisi user ko access de sakte hai.
4. OneDrive
OneDrive bhi ek cloud service hai jiski feature same as DropBox jaisi hai. Ispe free account create kar aap 15GB tak file rakh sakte hai. Apna free accounts create kare fir file upload kar share button pe click kare. Jiske sath file sharing karna chahte hai usse easily share ho jayegi.
5. WeTransfer
WeTransfer ek simple cloud service hai jisse file sharing karne ke liye acha bnaya gya hai. WeTransfer ko 2009 me develop kiya gya tha. Ispe free account create kar aap 2GB tak ki file bhej sakte hai.
6. DropSend
DropSend pe free account create kar apne files ko email ke jariye share kar sakte hai. DropSend free plan me 5 files har mahine bhejne ke liye allow kiya hua hai aur 250MB storage space deta hai.
Upar diye gaye sabhi cloud service ke free plan available hai jispe account create kar aap free me file share karne ka fayda utha sakte hai.
Conclusion:
Is blog post se aapne sikha ki Free me file share kaise kare ke bare me jisse se aap kisi ke sath jaruri files free me share kar payenge.
Aaj is post me hum baat kar rahe hai adsense account ke bare me. Blogger ke liye adsense account bahut important hai kyunki isse hi income hota hai.
Bogger ke income ke liye waise to aur bhi source hai but sabse jyada paise adsense se milta hai.
Dosto agar aap blog ya fir youtube ke jariye paisa kamana chahte hai to ye post jarur padhe aur apne liye adsense pe account banaye. इस ब्लॉग पोस्ट में हम आपको डिटेल में बताएँगे की कैसे आप Google Adsense Account Kaise Banaye.
Internet ke madhyam se paisa kamane ke liye bahut sare advertisment publisher website(money making website) maujud hai lekin sabse acha Adsense hai.
Adsense pe aap assan tarike se account bana sakte hai iske liye aapko hamare dwara bataye gaye steps ko follow karna hoga.
Maine jab blogging shuru ki thi tab mujhe adsense ke bare me jyada kuch pata nhi tha. Adsense pe signup karne ke time mai thora pareshan tha ki mai form sahi fill kar rha hu ya nhi aur fir mere mann me ek hi sawal tha account approve hogi ya nahi. Pehli bar me hi mera adsense account approve ho gaya. Isliye aaj mai aapko easy steps me bataunga ki adsene account kaise bnanye.
Adsense Pe Account Banane Ke Liye Kya Chahiye?
Adsense bnane ke liye kuch aako uske term and policiy ka dhyan rakhn hota hai.
Email id.
Blog / website.
Ek address
Email Account:
Agar aapke paas email id nahi hai to aap sabse pahle email id bnaye. Adsense account bnane ke liye webmail(jaise ki contact@website.com ya info@website.com ) bna le . Account approval ke liye webmail jyada better hai dusre email platform se. Aap gmail account bhi use kar sakte hai.
Blog :
Aap ke paas blog hona chahiye to aap apne liye blog bnane le aur quality content post kare. Dhyan rakhiye aapka blog 6 month purana hona chahiye tabhi aap adsense ke liye aply kar sakte hai.Aapne blog pe 30-35 quality aur unique content post kar le uske baad adsense ke liye apply karne se pahle.
Address:
Pin verify karne ke liye $10 earn hone ke baad aap ke address pe adsense ki taraf se ek pin bheja jata hai . Is pin ko apne adsense acount me daal kar verify karna hota hai.
Note: Ye hamesha dyan rakhe ki aap ka blog adsense ke policies ko follow karta hai ya nhi aur adsense ke T&C (Tems and condition) ko bhi ek baar ache se jarur padhe apply karne se pahle.
Blog Kaise Banaye ?
Umeed hai apke paas achhi si blog ya website hogi jis pe ads lagana chahte hai. Agar aapke paas blog nhi hai aur aap bnane chahte hai niche diye gaye link pe click kare .
Google Adsense Account Kaise Banaye Step by Step Guide ?
Adsense account banana bahut easy hai iske liye aap niche diye gaye steps ko follow kare. Dhyan dijiye adsense ke liye signup karte smay aap apna name vhi likhe jo aapke bank account me mention kiya hua hai.
Isse aapko adsense ka payment receive karne me koi problem nhi aayegi. Aap apply karte samay jankari bilkul sahi se bhare taki future me koi pareshani nahi aaye.
Agar pahle se aapke paas Gmail id maujud hai to Yes pe click kare.
New email id use karne liye click kare. agar aap professional email id use kar rahe to Create account ko chune.
Step 4:
An aap apne website ki info fill kare.
Website/blog ka domain likhe.
Website ka content kaun se language me hai choose kare.
Ab continue button pe click kare.
Step 5:
Ab ek nya page open hoga apne baare me jaankari bhare. Ye jaankari bahut hi important hai isliye isse dhyan se bhare.
Country : Apna country name select kare.
Timezone : Apne timezone select kariye.
Account type : Ab aap apne according option chune dono me se(individual ya Business).
Payee Name : Ab apna naam likhe jo bank account me mention kiya hua hai.
Street Address : Apna street address likhe.
City/Town : Apne city or town ka naam likhe.
State : Apna state name select kare.
Pin code : Apna city ka pin code likhe.
Contact name : Apna Contact name likhe (jis name se aapke yha adsense pin send kiye jayega).
Phone : Apna phone likhe.
How did you get to know Adsense ? : Adsense ke baare me jis se jankari mili us option ko chune.
Adsense email Preferences : Is option me koi change nahi hai (Saare option me “Yes” ko chune).
Ab “Submit my application’ button pe click kar form submit kar de.
Step 6 :
Ab aap adsense account me login kar adsense ads create kar apne blog pe lagaye. Jaise hi aap account approve ho jata apko mail aayegi aur apka ads live ho jayega.
Lijiye ab aapka adsense account ban chuka hai bus adsense team ke taraf se approval hona baki hai. Ab jaise hi account approval ho jayegi aapke email pe mail aa jayegi.
Is process me generally 2-3 days lagta hai waise mai apni baat kahu to mere aaply karne ke agle din approval mail aa gayi thi. Ab aap approval ka wait kare.
Conclusion:
Is blog post se apne sikha ki blog ya youtube se earning karne ke liye adsense account kaise banaya jata hai. Kaise Aap adsense account bana kar apne blog ko monetize kar sakte hai.
Is lekh se jura koi sawal ya sujhav ho to comment me likh jarur bataye.
हेलो दोस्तों, मैंने पहले के पोस्ट में आपको ये बताया है कि Blogger.com और wordpress.com पे ब्लॉग कैसे बनाया जाता है| अगर आपने मेरा एक पोस्ट पढ़ा होगा जिसका टाइटल है “Blog Kya Hai” तो मैंने इसमें एक और प्लेटफार्म बताया है जिसपे ब्लॉग बनाया जाता है| आज इस पोस्ट में हम इसी प्लेटफार्म के बारे में जानेंगे और ये भी जानेंगे की Free में इसपे ब्लॉग कैसे बनाया जाता है| जिस प्लेटफार्म की मैं बात कर रहा हूं उसका नाम है Tumblr. Blogger aur WordPress के अलावा टम्बलर भी एक अच्छा ऑप्शन है ब्लॉग बनाने के लिए और इसपे ब्लॉग बनाने में कोई पैसा नही लगता जी हा ये बिलकुल फ्री सर्विस है.
तो आइए जानते है की टम्बलर क्या है और टम्बल पर फ्री ब्लॉग कैसे बनाया जाता है|
Tumblr क्या है?
Tumblr ek microblogging tool aur social networking website hai Jisko David Karp name ke person ne 2007 me स्थापित किया था| Tumblr ko 2013 me Yahoo company ne owned kiya. Tumblr platform blog बनाने के फीचर प्रोवाइड करता है jisme user short post text, image,link audio aur video ko post kar sakta hai. Tumblr me Post ko type ke according divide kiya gya hai. Tumblr Yahoo company ke dwara di gayi Free blog bnanae ke service hai.
Text, Photo, Quote, Link, Chat , Audio and Video .
Aaye ab jante hai Tumblr pe free blog kaise setup karte Hai. Tumblr पे ब्लॉग बनने के लिए ईमेल id की जरुरत होती है. अगर आपके पास ईमेल id नही तो सबसे पहले ईमेल id बना ले| अब ईमेल id बन चुकी है तो आगे बढ़ते है| Tumblr पे ब्लॉग बनाने के लिए निचे दिए गए स्टेप्स को फॉलो करे.
Step 1:
सबसे पहले tumblr.com वेबसाइट को ब्राउज़र me open kare.
Step 2:
Get Started button पर क्लिक करें.
Step 3:
Signup form ko fill kare.
Email id likhe
Password Likhe
Dob likhe
Gender select kare(Ye optional hota hai).
Continue pe click kare.
Step 4:
Human being verification confirm kare.
Step 5:
Ab aapka tumblr pe account ban gya hai. Ab aapke samne Tumble welcome page open hoga.
Apne blog ka username likhe.(jo aapke blog ka link bnega ex: hindiblog4u.tumblr.com ki tarah)
आगे बढ़ने के लिए कंटिन्यू पे क्लिक करे|
Step 6:
Ab “What’re you into?” का पेज आएगा यह पे आप अपने interesting 5 category ko select kare aur Next button पे क्लिक करे|
Step 7:
अपने ब्लॉग को एक्टिव करने के लिए आपको email id ko verify karna hai. Tumblr ke dwara aapke email id pe ek verification link send kiya gya hai.
Apni mail inbox check kare aur mail ko open kar activation link पे क्लिक करे| Yha “This is me!” Pe click kare.
Ab email account verified ho gayi hai.
Step 8:
Ab skip to your dashboard link पे क्लिक करे| और आप अपने ब्लॉग के डैशबोर्ड पे चले जायेंगे.
Step 9:
Ab aap blog me post karne ke liye “Make a Post ” button pe click kare.
Step 10:
Ab aapke samne post ki type select karne ka liye options dikhega. Jis type ki post aap karna chahte hai us post button option pe click kare aur apni post add kar publish kare.
Step 11:
Ab aapke blog ki account settings kare jaise ki Blog ka title change karna, blog description, blog ki theme aur appearance etc. Niche diye gaye image me jo option dikhaya gya hai us pe click kar apna account setting update kare.
Yha pe click kare.
Settings me change karne ke liye yha click kare.
Blog ko dekhne ke liye yha click kare.
Blog ka appearance, title aur description change karne ke liye yha click kare.
Step 12:
Edit appearance page pe click karte hi aap edit page pe aa jayenge. Yha Edit appearance button pe click kare.
Blog ka Title change karne ke liye yha pe likhe.
Blog ka short description yha likhe.
Backgound change karne ke liye click kare aur background color chune.
Changes karne ke baad save pe click kare.
Ab blog complete setup ho gya hai. Aap kabhi bhi apni email id aur password se login kar post publish kar sakte hai.
Tumblr blog se juri koi bhi sawal agar aapke paas hai to aap niche diye gaye comment box me likhe.
Aaj is post me ham janenage ki WordPress Blog Kaise Banaye.
Is post me step by step detail me janenge ki blog lo live kaise kiya jata hai.Naye blogger apne blogging carrier ki shuruat blogspot se hi karte hai , maine bhi sabse phle blogger pe hi blog bna kar kiya tha.
Jab aap blogging ko apne carrier point of view se plan karte hai to jarurat hoti chiso ko professional level pe le jaana. Jarurat hoti hai ek ache platform ki aur iske liye hame WordPress pe migrate hona chahiye.
WordPress blog me hame additional feature jodne ki puri azaadi hoti hai aur iske jariye ham apne blog ko ek naye shire se le ke chal paate hai.
WordPress open source CMS (Content Management System) hai jiske help se aap apne liye free me blog bna sakte hai.
Jaise ki aapne post ka title padha tabhi samjh gaye honge blog ko hosting pe install karte hai. Hosting server vo place hai jha pe aapke blog ki file , database ,image etc store hoti hai.
Hosting aapke computer hard disk ke jaisa hai jaise aap apne computer me koi software install karte hai vaise hi hosting pe software install karna hota hai.
Hosting ki apni Disk space, RAM , bandwidth hoti hai jiski hosting package ke anusar limit set hoti hai.
WordpRess blog ko start karne ke liye shared Hosting sufficient hota hai. Aaap
Agar aap ke paas domain nhi hai to aap Godaddy se domain purchase kar sakte hai. Hosting aap Godaddy ya fir kisi aur registrar se bhi kharid sakte hai. Agar upar di gayi 3 chije apke pas ab maujud hai to aage badhte hai.
WordPress Blog Kaise Banaye?
Vaise to WordPress pe blog bnane ka process thora jyda lamba hai but mai aapko short section me divide kar ke bta rha hu taki aap asaani se samjh sake aur set up kar sake.
Domain ko Hosting pe Point Karna (Yani domain ko hosting se jodna).
Blog ke liye Database aur user create karna.
WordPress setup file ko download karke apne Hosting server pe upload karna.
WordPress Ko apne hosting server pe configure kare(Install Kare).
Aaye ab har section ko detail me jaante hai.
Note:
Ye tutorial ek beginner developer ke liye step by step guide hai. Agar aapko jayda technical idea nhi hai to sabse pahle aap 1st step complete kar le(Domain ko Hosting pe Point Karna) aur fir niche diye gaye link pe click kar direct wordpress blog ko hosting me jakar install kar le(Step 2, 3 aur 4 ko skip kar de). Aapki blog easily setup ho jayegi.
Section 1 : Domain ko Hosting pe Point Karna (Yani domain ko hosting se jodna).
Agar aap ne apni hosting aur domain dono alag alag regisrar se kharida hai to aapko ye process ko follow karna hota hai taki aapka domain aapke hosting server ko point kare.
Jaise ki aapne apni hosting BigRock se kharidi hai aur domain godaddy se to aapko apne domain ko hosting pe point karna hota hai jisse aapki domain aapke hosting ko reflect karne lagta hai.
Lagbhag sabhi registrar ke hosting aur domain ke option same rehte hai.
Yaha pe mai aapko Godaddy ki domain aur Bigrock ke hosting ke jariye process ko explain karne ja rha hu.
Step 1:
Apne Godaddy ke account me username likhe.
Password likhe.
Sign In par click kare.
Step 2:
Domain option pe jaye manage par click kare.
Jise Domain ko apne hosting pe point karna chahte hai uspe click kare.
Step 3: Ab ek nya page khulega Jisme aapke domain ki nameserver dikhegi.Ab aapko apne domain ka nameserver change karna hota hai
Nameservers option pe jaye.
Manage pe click kare.
Ab ek Popup box open ho jayega. Custom option ko chune.
Add Enter custom nameservers » pe click kare.
Step 4 : Aaapke samne ek nya popup open ho jayega. Ab aap ne jab hosting kharidi hai to uska ek mail aaya hoga usme se apna nameserver dekhe. Vha pe nameserver1 aur namserver2 likha hua milega.
Ab apna nameserver2 likhe.
Ab nameserver1 likhe
Ab OK button pe click kare
4. Ab Save button pe click kare.
Ab aapka domain ke nameserver update ho chucki hai. Ab aapki domain aapke hosting ko reflect karegi.
Step 5: Ab aap apne hosting kharidne pe jo mail aayi hai usme se cpanel ke link pe click kare.
Username likhe.
Password likhe
Login pe click kare.
Step 6 :
Domain section pe jaye.
Ab Addon Domains option pe click kare
Step 7:
Ek nya page khul jayega. Ab aapko domain ko apne hosting me add karna hai. Add on form ko bhare.
Apne domain ka name likhe jise add karna hai.
Subdomain automatically fill ho jayega.
Document root me aapke website ke liye folder ban jayega(Domain ke naam se).
Create an FTP box ko tick kare.
FTP username likhe.
Password daale.
Password ko fir se likhe Agar aap strong password generate karna chahte hai to Password Generator button pe click kare.
Strong Password Generate Karne ke steps:
Password Generator button pe click kare.
I have copied this password ke samne box ko tick kare.
Use Password button pe click kare.
Ab Password aur Password (Again) me automatically strong password fill ho jayega.
Add Domain Pe click kare.Ab domain successfully add hone pe niche diye gya message dikhega.
Domain jab successfully add ho jata hai tab aapko addon domain me aapke domain ka name dikhega jaise niche dikhya gya hai.
Ab 1st section complete ho chuka hai yani ki ab hmara domain hosting ke sath jud chuka hai. (Ab domain hamare hosting server ko us particular Document Root folder ko point karega)
Section 2: Apne Blog ke liye Database aur user create karna.
Ab jarurat hoti apne blog ke liye database bnane ki jaha pe aapke blog ke post content,page content etc store hoti hai . Database ko access karne ke liye user create karna hota hai. Aur us user ko acess/priviledge dena hota hai taki vo database pe fixed kaam kar sakta hai.
Step 1:
Ab cPanel me Database section pe jaye.
MySQL® Database Wizard option pe click kare
Ab ek nya page open hoga.
Step 2: Database Create Kare
Database ka name likhe.
Next Step pe click kare.
Step 3:
Database User create kare
Username likhe.
Password likhe.
Password ko phir se likhe.
Password ko copy kar ke rakh le.
Create User pe click kare.
Step 4:
Ab User ko Database se jode.
Ab user aur Database name ko copy kar ke rakh le.
ALL PRIVILEGES ko tick kare.
Next Step pe click kare
Ab Database successfully create ho chuka hai.
Ab hamara section 2 yani ki Database aur user create karne ka process bhi complete ho chuka hai.
Section 3 : WordPress Setup File ko Download Karke Apne Hosting Server Pe Upload Karna.
Ab wordPress ki setup file ko download karna hoga. Download karne ke liye wordpress ke official website pe chalenge.
Download WordPress button pe click kare (Ye aaprox 8Mb ki file hoti hai jaise ki dekh sakte hai). Ab setup file aapke system me download ho jayegi.
Step 2:
Ab aap apne Hosting cPanel me login kare aur Files section me jaye.
File Manager option pe click kare.
Ab File Manage ki ek naya page open ho jayegi.
Public_html pe double click kare.
Ab apne domain ke naam se bane folder pe double click kare.
Upload button pe click kare.
Step 3:
Ab ek nya page khulega isme aapko wordpress ki setup file zip ko upload karna jisse aapne download kiya tha.
Select File pe click kare.
Apne wordpress setup file ko browse kar select kare.
Ab aapki setup file server pe upload hone lagegi.
100% upload hone ke baad Go back link pe click kare aur file manager pe aaye.
Step 4:
Reload pe click kare
WordPress setup zip file pe click kar select kare.
Extract button pe click kare.
Step 5:
Ab ek popup khulega isme Extract File button pe click kare.
Step 6:
Ab aapki file extract ho jayegi.Extraction result dikhega.
Close pe click kare
Reload pe click kare.
Ab ek wordpress ka folder bna milge ispe double click kar open kare.
Step 7:
Select all ko tick kare.
Move pe click kare.
Step 8:
Ab ek nya popup open ho jayega.
Ab file ke path me jo domain name ke baad wordpress likha aa raha usse delete kar de.
Move File(s) pe click kare.
Ab WordPress ki setup file ko extract kar hamne domain ke folder me move kar diya hai. Note: Ab hamare domain ko access karne pe yhi file vaha pe work karegi.
Ab hamara section 3 bhi complete ho chuka hai. Yani ki Ab tak ham apne domain ko hosting se point kar diya, database aur user create kar diya aur wordpress ki set up file bhi server pe upload kar chuke hai.
Section 4: WordPress Ko apne hosting server pe configure kare(Install Kare).
Step 1:
Sabse pahle apne domain name ko browser address bar me access kare.
Step 2:
Ab Language Select kare.
Continue pe click kare.
Step 3: Ab ek nya page open hoga jisme database create karne ke baare jaankari hogi . Database aur user hamne section 2 me create kar liya tha.
Let’s go! Pe click kare.
Step 4: Ab ek nya page open hoga isme database name, username aur password likhe jo copy kiya tha section 2 me.
Database name paste kare (Section 2 me jo copy kar rkha hai)
Username paste kare(’’)
Password paste kare(’’)
Hostname likhe(Generally hostname “localhost” hota hai . Agar aapke cpanel ke mail me host name kuch aur mention hai to vo de nhi to localhost hi likhe)
Table prefix set kare ji naam se database ka table ka prefix bne.
Submit pe click kare.
Ab Run the install pe click kare.
Step 5: Ab WordPress install process run karne lagi.
Site ka title likhe.
Username likhe(Username ko secure bnaye alphanumeric character use kar. Iss username ka use kar aap apne blog ke admin me login kar paayenge)
Password likhe (Strong password generate kare login karne ke liye)
Apni email id likhe.
Search engine visibility ko tick na kare.(Agar aap abhi chahte ki aapka blog search engine me na dikhe to tick kare)
Install WordPress pe click kare.
Install WordPress button pe click karte hi aapki WordPress blog complete install ho jayegi aur aap direct admin me login ho jaoge.
Ab WordPress blog live ho chuka hai domain pe.WordPress install karte samay jo aapne apni email id thi uspe WordPress site successfully setup ka ek email aa jayega.
Ab domain name ko browser me access karne pe WordPress blog dikhegi.
WordPress Blog Me Login Kaise Kare?
Aaap apne wordPress site me login karne ke liye apna domain name/wp-admin browser ke address bar me likhe aur access kare
Agar dubara login ke time username password nhi likhna chahte hai to tick kare.
Log in pe click kare. WordPress ke admin me login kar aap Dashboard access kar paate hai jha se blog ka post, page ,category ,sabhi setting ko manage kar paate hai.
Conclusion:
Is blog me apne sikha ki WordPress blog kaise banaye ke bare me step by step. Ab aap asaani se WordPress par apna khud ka blog bana sakte hai.
Aapko hmara ye post kaise laga comment box me apana vichar jarur likhe.Is post juri hui agar aapke paas koi bhi sawal ho to aap hame comment box me likh sakte hai.
Jaise ki pichle article me hamne jana ki Blogger pe blog kaise set up karte hai.
Aaj is post me step by step janege ki Hosting par WordPress blog kaise install kare ke bare me. Agar apne ab tak Hosting nhi li hai to sabse pahle aap hosting kharid le.
Is post me diye gaye steps ko follow kar aap hosting pe easily WordPress blog install kar sakte ho.
To aaye step by step jante hai wordpress blog setup ki puri jaankari(Complete Guide).
Hosting kharidne pe aapko apne website ko manage karne ke liye cPanel diya jaata hai. cPane ke jariye aap apne domain aur use juri file ko manage kar sakte hai.
Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare Step By Step Process
To aaye ab jante hai ki Hosting pe WordPress Blog Kaise install karte hai (step by step complete guide)
Step 1 :
Sabse pahle aap apne cPanel me login kare. Jab aap Hosting kharidte tab aapko ek mail aata hai jisme aapke cPanel ka link diya hota hai. Us link pe click kare cpanel ko acess kare.
Step 2:
cPanel open ho jaane ke baad “Softaculous Apps Installer” option par jaye.
Ab yah pe 1st option WordPress pe click kare.
Step 3:
WordPress link pe click karte hi aap softaculous wordpress install page pe phuch jayenge.
Install now pe click kare.
click karte hi WordPress blog install karne ke liye ek nya page open ho jayega. Yha pe Blog se juri kuch setting karni hoti hai.
Step 4:
yha pe software section hai jisme protocol aur domain ki detail deni hoti hai.
yaha pe http:// ko select kare.
Apna domain name ko chune jispe blog live karni hai.
Blank chor de.
Step 5:
Ab site setting karni hoti hai jisme aapko apne site ka name aur description add karna hota hai.
Apna site name likhe.
Site ka description likhe.
Tick na kare.
Step 6:
Ab WordPress blog ka Admin account ki setting karni hai. Yha pe Login ke liye username,password aur notification ke liye email id add karna hai.
Admin username likhe.
Admin password likhe . Agar strong password banana hai to lock icon pe click kare.
Admin email id likhe.
Step 7:
Ab Advance option pe click kare. Yha pe Database Create karna hai.
Auto upgrade option ko tick kare.
Don’t backup select kare. Agar schedule backup lena hai to dusra option chun sakte hai.
Installation detail pane ke liye email likhe.
Install pe click kare.
Ab thori der wait kare WordPress blog install ho jayegi. Jaise hi installation process complete ho jayegi aapke email pe ne site setup ka mail receive ho jaygi. Ab aapke samne ek congratulation ka message dikhega.
Ab aap apne blog ke admin ko access karne ke liye Administrative URL ko open kare. Step 6 me jo Admin username aur password apne diya hai us se aap login kare.
Blog ko access karne ke liye Administrative URL ke upar di gayi link ko access kare. umeed karta hu aaap apna WordPress blog hosting par install kar chuke hai.
WordPress Installation se related agar aap kuch query karna chahte hai to apne sawal comment box me likhe.
Umeed hai ki aap jaan gaye honge ki Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare aur aap se apne liye blog setup kar payenge.
Hello friends, आज इस पोस्ट में हम जानेंगे की FTP kya hai और FTP अकाउंट कैसे क्रिएट करते है। अगर आप अपने वेबसाइट या ब्लॉग के लिए कोई न्य फाइल add karna चाहते है ya फिर existing file me change करना चाहते है तो उसके लिए FTP की जरुरत होती है।
अक्सर आपको अपने ब्लॉग में कुछ changes करना होता है उस change को website pe update करने के लिए FTP का होना जरुरी है।
अगर आप भी अपने वेबसाइट या ब्लॉग के लिए सर्वर पे file upload करना चहते है तो आपको FTP के बारे में जरूर जानकारी होनी चाहिए।
अगर आप खुद से अपने ब्लॉग मैनेज कर रहे है तो आपको FTP के बारे में जरूर जान लेना चाहिए।
To aaye apne main topic pe ate hai aur aage ftp ke bare me vistaar se jaante hai.
FTP Kya Hai?
FTP का फुल फॉर्म होता है “File Transfer Protocol”. आपको इसके नाम से पता चल रहा होगा कि इससे File transfer के लिए यूज़ किया जाता है। FTP ka use apne computer se server pe file upload karne ya fir server se apne computer me file download के लिए होता है।
ex: जैसे आपके computer me aapka file storte rehti hai vaise hi aapke hosting server pe aapke website ki file store hoti hai.
Aap FTP के अलावा अपने files ko cPanel me login kar direct file manager se bhi file upload kar sakte hai.
FTP Account Kyun Jaruri Hai?
Vaise baat kare to FTP account hona bhut sare cases me jaruri hota hai jaise ki.
FTP account ke jariye aap server ke kisi particular folder ka access aap koi user ko de sakte hai bina hosting username password diye hue.
Shared hosting ke case me iski jarurat hoti hai. Agar aap kisi user ko fixed access dena chahte apne hosting ki to aap FTP account create kar de sakte hai.
Agar aap apne hosting account pe kisi ko apne website host karne dena chanhte hai to uske liye use FTP account ki jarurat hogi.
Agar aap website ke liye file upload karna chahte hai hosting server pe.
Website file me changes karne ke liye.
Website/blog ke file ka backup lene me.
ex:
Suppose aap chahte hai ki aap koi friend aapke liye image upload kare. To aap apne friend ke liye FTP account create kar sakte hai aur uske liye ek directory setup kar sakte hai jisme vo apna image upload kar paaye.
Ab aapka friend aapke hosting server ke sirf usi directory ko FTP ke jariye access kar sakte hai jisse apne use assign kiye hai na ki puri hosting server ko.
Umeed karta hu ki aap upar di gayi jaankari se ye samjh gaye hone ki FTP kya hai aur kyun jaruri hota hai. Aaaye ab jaante FTP account kaise create karte hai.
FTP Account Kaise Create Karte Hai?
Ab mai aapko step by step btata hu ki FTP account kaise create karte hai. Diye gaye in steps ko follow kar aap FTP account create kar sakte hai. Sabhi hosting company ka control panel(cPanel) ek jaise hi hota hai.
Step 1:
Sabse pahle aap apne control panel pe jaaye . Aap apne cpanel ko apne primary domain name/cpanel type kar ke access kar sakte hai. Jaise ki www.domainname.com/cpanel
Ab username likhe.
Control panel ka password likhe.
Login par click kare.
Step 2:
Files section pe jaaye.
Ab FTP Accounts pe click kare.
Step 3 :
Ab ek naya page open hoga. Ab yaha pe ek form dikhega jise fill karna hai.
Ab FTP Log in name likhe.
Ab website/domain name chune jiske liye FTP account create karna chahte hai.
Ab aap strong passwords generate karna chate hai to Password Generator pe click kare. Agar aap khud ka password rekhna chahte hai to password aur password(Again) me apne password likhe.
Ab aap “I have copied this password in a safe place.” Ke samne ke box ko tick kare.
Use Password button pe click kare
Ab ye password apne aap paasword aur confirm password ke box me fill ho jayega.
Ab yha pe directory set kare. Directory name type kare jiska access FTP ke jariye dena chahte hai aap kisi user ko. Agar aap administrator hai aur khud ke liye account create kar rhe hai to aap root directory(public_html/) ka access rakh sakte hai .
FTP account ka Quota set kare .
Create FTP Account pe click kare.
Umeed karta hu ki upar ke diye gaye steps ko follow kar aap FTP account easily create kar liye honge.
FTP Ka Use Kaise Karte Hai?
Aaye ab jaante hai FTP ka use kaise karte hai. FTP ka use karne ke liye FTP client(software) ki jrurat hoti hai. Aap koi FTP client jaise ki FileZilla, WinScp ,FireFTP etc. Ka use kar sakte hai.
Mai yha pe aapko Filezilla ke jariye kaise FTP account access karte hai vo bataunga.
Step 1:
Sabse pahle FileZilla FTP Client download kare aur apne computer me install kare.
Step 2:
Install hone jane ke baad use open kare.
Step 3.:
File Menu Option me jaye .
Site Manager option pe click kare.
Step 4:
New Site pe click kare.
Sitename likhe.
Hostname likhe. Isme aap apna domain name likhe.
File Transfer Protocol ko select kare.
Use plain FTP ko select kare.
Normal Option ko select kare.
FTP account jo create kiya hai uska username likhe.
Password likhe.
Ab Connect pe click kare.
Ab aapki filezilla aapke Hosting server se connect ho jayegi aur aapko aapki server ki file right side me dikhegi. Ab yha se Filezilla ke jariye aap apne server ke file ko accees kar payenge.
Ab Filezilla ke jariye aap file me assani se change kar payenge ya fir kisi user ko access de sakte hai change karne ke liye.
Blogging me email delivery service provider ka kya role hai iske bare me maine pahle ke post me jikra kiya hua hai. Feedburner ek email delivery service network hai jiske jariye aap apne site visitors ko new post ki notification bhejte hai. FeedBurner Google ke dwara di gayi free email delivery service hai. Aaj is post me aap jan payenge ki kaise aap apne subscribers or visitors ko jyada se jyada badha sakte hai. Iske liye jarurat hoti hai new post ki jaankari sahi time pe deliver karna.
Kya ye possible hai ki Feedburner ka email delivery time change ho sake? Ji Haa, ye bilkul mumkin hai. Email delivery time ko change karne ke liye kuch simple steps ko follow karne hote hai.
Feedburner Email Delivery Service Kyo Chune?
Jaisa ki phle ke post me bhi mai is se juri jankari share kar chukka hu fir bhi apapko overview deta hu.
Feedburner Google dwara di gayi ek Free email delivery service network hai . Jaisa ki aapne padha ye Google ki service hai aur yeh free bhi hai. Iski service bhut hi achi hai aur iska use karne ke liye koi charges pay nhi karna padta hai. Jyada blogger free service use karte hai vo FeedBurner ko prefer karte hai iski service achi hone ke karan. Mai bhi email delivery ke isi ka use karta hu. Feedburner ke baare me adhik janane ke liye click kare.
Agra aap ka blog blogger pe hai tab aapko isse aur jyada prefer karna chahiye kyunki dono service Google ki hai. Iske jariye blogger blog ke new post ki jaankari aap apne subscribe tak phucha sakte hai.
FeedBurner Ka Email Delivery Time Kyun Change Kare?
Blooging ke duniye me subscribe ka bhut important role hai kunki ye aapke blog ka traffic badhane me madad karte hai. Isliye aapke subscriber ko email aise time pe deliver ho jab vo free ho aur new post ki notification ko dekhe aur aapke site ko visit kar sake. Iske liye aapko time decide karna hota hai.
Aap jis country ke visitors ko target karna chahte uske timezone ke according time set kare. Taki vistors ko free time me mail deliver ho.
Jaise ki HindiBlog4u blog ka main target India ke vistors hai to mai India ke timezone ke according time set kiya hua hai.
Feedburner Feed Ka Email Delivery Time Kaise Change Kare ?
To aaye jaante hai mail delivery time kaise set hota hai. Niche diye gaye steps ko follow kar aap apne post notification ki mail delivery time change kar sakte hai.
Step 1:
Sabse pahle apne FeedBurner Account pe jaye aur Google account se login kare.
Aaapke aapke saamne aapke feed open ho jayegi. Ab jis feed ka email delivery time change karna chahte hai uske title pe click kare.
Step 2:
Ab Publicize Tab par click kare.
Email Subscriptions link par click kare.
Step 3 :
Delivery Options par click kare.
Timezone select kare
Email Delivery Schedule time set kare.
Save par click kare.
Ab aapke Feedburner ki email delivery time change ho chuki hai. Jo samay apne set kiye hai ab aapke subscriber ko new post ki notification us time pe mail jayegi.
दोस्तों आपने पिछले article me ye jaana ki Google drive kya hai aur iska use kaise karte hai. Aaj is article me आप जान पाएंगे की Google drive की हेल्प से कांटेक्ट फॉर्म कैसे बनाया जाता है और वेबसाइट में उसको कैसे add करते है सबसे पहले ये जानते है की contact form क्या होता है और क्यूँ use करते है?
Contact form ek type ka form hai . Contact form ka upyog website me isliye hota hai ki koi bhi site visitor jab aapse se contact करना चाहता है तो contact page पर जा कर इस फॉर्म को भर कर अपना message send कर सके और आपको uske dwara send किये गए मैसेज की जानकारी मिल पाए.
Contact form ka website me jude hone se site visitor aap se asaani se contact कर पाते है.
Google Drive ke ander Google form ki feature hai jiska use kar आप फॉर्म बना सकते है। इस्का उपयोग कर आप survey form ya website or blog के लिए कांटेक्ट फॉर्म बना सकते है। Jo bhi enquiry iss form ke jariye aayegi vo bhi aap yhi se dekh payenge. ऐसा फीचर Google Drive Doc form me available hai.
To aaye jaante hai ki Google form ka use kar contact form कैसे बनाते है और ब्लॉग में Contact Form कैसे ऐड करे Google Drive की मदद से।
Form create karne ke liye aapke pass Google ka account hona jaruri hai kyunki aapko google drive ka use karna hota hai. Contact form ko aap apne site me embed kar sakte hai jisse site visitors ko aapse contact karna bhut hi asaan ho jayega.
Google Docs का यूज़ कर Contact Form कैसे बनाये?
Step 1:
Sabse pahle apne Google account ka use karke Google Drive me login kare. Ab aap NEW Button pe click kare.
Ab ek dropdown menu open hoga usme More option pe click
Ab ek nya menu option open hoga usme Google Forms pe click kare.
Step 2:
Ek naye tab me form khul jayegi. Apne contact form ka koi title yani naam likhe.
Ab Untitled Question me Name type kare.
Ab right side ke options me Short answer ko chune. Name field ka input value short hai isliye Sort answer ko chunte hai.
Is Name filed ko jaruri rakhne ke liye Required option ko enable kare.
Step 3:
Ab right side ke plus(+) icon pe click kare.
Ab Question name me Email
Email ke liye bhi Short answer ko chune.
Tin dot vale vertical menu pe click kare.Ab Data Validation ko select kare
Text select kare.
Email Address ko select kare.
Validation error message ko set kare(ex: Please enter a valid email address).
Email bhut hi jaruri hota hai isliye Required ko enable kare.
Step 4:
Ab ek message ya comment ke liye input box bnate hai.
Sabse pahle plus (+) icon pe click kare.
Question name me Message likhe.
Messgae ke liye right side ke option me Paragraph ko chune. Message me jyda bada text hota hai isliye isme Paragraph ka option lete hai.
Tin point vale vertical bar pe click kare. Ab Data Validation ko select kare.
Ab Length select kare.
Minimum character count ko select kare.
Number dale.
Error Message set kare. (ex: Please enter minimum 200 character)
Ab Required ko enable kare.
Step 5:
Ab aapka Contact Form ban chuka hai isse dekhne ke liye right-side ke top me preview button pe click kare.
Preview button pe click kar aap apn form check kar sakte hai. Dekh kar confirm ho sakte hai ki sahi bna hai ya nahi.
Ok hone pe Send button pe click kare.
Step 6: Ab aapke saamne ek popup window open hoga. Isme aapke contact form ka link aur HTML code dono ka option hota hai. Dono me se koi bhi aap use kar sakte hai.
Website me add karne ke liye aap HTML Embed option ko chune.
Ya(OR) Agar aap direct link dena chahte hai to link copy kare.
Form ki Width set kare.
Form ki height set kare.
Code copy karne ke liye Copy button pe click kare.
Ya Fir code pe double click kar copy kare.
Step 7:
अब आपको अपने contact form को ब्लॉग में ऐड करना होता है। इसके लिए अपने ब्लॉग पे जाए ek new page bnaye aur usme html option me jaakra apna form ka code paste kar de. अब आपके ब्लॉग का contact page ready ho gya . Apne contact form page ko open kar ke check kare.
Step 8:
Ab enquiry mail देखने के लिए निचे दिए गए steps ko follow kare.
Sabse pahle Google Forms par jaaye aur apne contact form ke naam pe click kare.
Ab aap Responses pe click kare. Ab yha pe enquiry ki sabhi mail aap dekh payenge.
इस तरीके से आप Google Drive ke madad se contact form create कर सकते है और इससे website ya blog me add kar sakte hai. Agar aap code nhi add karna chahte hai to आप सिर्फ लिंक भी add kar sakte hai , ispe user jab click karega to direct contact form open ho jayegi.
Umeed kartu hu ki upar di gayi jaankari se aap jaan paye honge ki blog me contact form kaise add kare Google Drive ki madad se. Ab aap ke contact form ke dwara ki gayi sari enquiry ki information Google Drive pe save hoti jayegi. Aur aap kabhi bhi Step 8 ko follow kar enquiry dekh sakte hai.