Saturday, November 23, 2024
Home Blog पृष्ठ 27

Gmail Ka Background Theme(Colour) Kaise Change Kare

Hello friends aaj ham janenge ki Gmail ka background colour(theme) kaise change karte hai. Jyada tar mobile(android) aur computer user ke paas gmail ki email ID bana hua hoga. Email Id internet user ke liye bahut jaruri hai. Agar aapke pas gmail ki email id nahi to jan lijiye ki gmail ki email id kaise bnate hai. Andoid phone me application download karne ke liye ya fir communicate karne ke liye gmail account ki jarurat hoti hai.

Jab koi user computer use karte hai to file send karne ke liye, document send karne ke liye, ya fir media file send karne ke liye unhe gmail account ki jarurat hoti hai. Dosto aapko short me ye pata chal gaya hoga ki gmail email id kyun jaruri hai aur kis liye use karte hai. Aaye ab ham apne main topic pe aate hai aur jante hai ki gmail ka background theme kaise change karte hai. Theme change karne ke liye aap hamre dwara bataye gaye simple steps ko follow kare.

Step 1:

Sabse pahle aap gmail.com pe jaye.

Step 2:

  1. Apni email id likhe.
  2. Apni Gmail ki id ka password likhe.
  3. Login button pe click kare.

Step 3:

Ab aap apne gmail account me login ho jayenge.

Gmail Theme Change

  1. Ab right side me gear vale symbol/icon pe click kare.
  2. Themes pe click kare.

Step 4:

Ab ek popup open ho jayega jisme theme ki list dikhegi.

Choose Gmail Theme

  1. Aap jis theme ko set  karna chahte hai us par click kare.
  2. Save button pe click kare.

Ab aapke gmail ka background theme change ho jayegi. Agar aapka iss article se juda koi bhi question ho to aap comment kare.

Ek Domain Ko Dusre Domain Par Forward Kaise Kare

Aaj is article me ham janenge ki ek domain ko dusre domain pe forward kaise karte hai . Kisi bhi domain ko dusre domain pe redirect(forward) kaise karte hai is baare me aaj vistaar rup se step by step janenge. Domain forwarding ki madad se aap apne main blog ke liye alag alag domain le kar ke usse main domain pe forward kar sakte hai. Agar aap apne website ka competitor kam karna chahte hai ya fir blog ke branding aur promotion karna chahte hai to aise me aap apne wbsite/blog ke liye ek se jyada domain use karna chahte hai. Aap hamare dwara bataye gaye simple steps ko follow kar apne dusre domain ko main domain pe forward kar sakte hai. Jab ek main domain ke liye bahut sare domain use karna chahte hai to 301 permanent redirection ka use karna hota hai.

Ek Domain Ko Dusre Domain Par Forward Kaise Kare

Is article me mai GoDaddy account ka use kar ke aapko bataunga ki kaise ek domain ko dusre domain par forwad karte hai. Complete process step by step bata raha hu jisse follow karke aap forwarding kar sakte hai. Jis domain ko forward karna chahte hai usse jis registeraar se aapne purchase kiya hua hai uske website pe jana hai.

 

Step 1:

  1. Apna username likhe.
  2. Password likhe.

Step 2:

Godaddy Home

Ab ek new page khulega login hone par ab aap My Products pe click kare.

Step 3:

My Products Godaddy

Ab aapko domains ki list dikhegi. Jis domain ko forward karna chahte hai us ke samne “Manage” button pe click kare.

Step 4:

Use my domain Godaddy

ab aap “use my domain” pe click kare

Step 5:

Connect my site godaddy

An ek new page open hogi isme aap Connect pe click kare.

Step 6:

forward any site godaddy

  1. Ab apna domain name likhe jis par forward karna chahte hai.
  2. Next button pe click kare.

Step 7.

Domain advance option

  1. Ab “advance options” pe click kare.
  2. Confirm kar le Permanent(301) option selected hai ya nhi. By default selected hi rahega bhi ek baar confirm kar lena jaruri hai.
  3. Ab Finish button pe click kare.

 

Ab ek domain dusre domain pe forwarding hone lagegi. Jaise ki aap dekh sakte ki main hindiblog4u.com ko hindiblog4u.in website pe forward(redirect) kiya hua hai. Agar aapko domain forwarding me koi problem to comment kare . Yadi hamara yeh article aapko acha laga to isse share kijiye aur adhik se adhik logo to pahuchay.

Mobile Number Ko Aadhaar Number Se Link Kaise Kare

Hello friends जैसा की आप सुन रहे होंगे या फिर आप आपके मोबाइल पे मेसेज आया होगा की सरकार के निर्देषानुसार आपको अपने मोबाइल नंबर को आधार से जोड़ना अनिवार्य है | सेवाएं जारी रखने के लिए नजदीकी retailer से मोबाइल number को आधार से जुड़वाये | आज के समय में बहुत सारे मोबाइल no fake ID proof पे चल रहे है | जब कोई crime होता है तो ऐसे में मोबाइल number se trace kar पाना मुश्किल हो जाता है क्यूंकि नाम और पता ID proof में गलत दिया गया रहता है |

Mobile Number Ko Aadhaar Number Se Link Kaise Kare

मोबाइल number को आधार से जोड़ने की क्या अवसायकता हो सकती है? सरकार द्वारा की गयी इस पहल से ये फ़ायदा है की जितने भी मोबाइल नो है वो आधार से link कर दिए जायेंगे ऐसे में बढ़ते हुए crime को पूरी तरह से सिकस्त दिया जा सकता है| जो सिम fake ID proof पे लिए गए होंगे या तो अपनी आधार से जुड़वाएंगे या फिर वो सिम ब्लॉक हो जायेगा | सर्कार द्वारा की गयी इस प्रयास से बहुत हद तक क्राइम को रोकना कारगर साबित होगा क्यूंकि वही number active रहेगा जो अआधार से जुड़े हुए होंगे.

Read : आधार कार्ड को PAN कार्ड से लिंक कैसे करे

सरकार के दवारा ऐसे निर्देश मिलने पे Telecom company अपने यूजर को बार बार SMS send कर रही कि यदि वो अपने number ki service ko continue रखने के लिए जल्द ही अपने मोबाइल नंबर को आधार से जुड़वाये | आप अपने नजदीकी authorized company agent या फिर नजदीकी recharge shop पर जाकर अपने मोबाइल नंबर को आधार से लिंक करा सकते है.

Mobile Number Ko Aadhaar Card Se Link Kaise Kare?

 वैसे में आपको बता दू की लग भग सभी कंपनी के मोबाइल(SIM card) को आधार कार्ड से लिंक  करने का process same hai. यहाँ मई आपको एयरटेल कंपनी के मोबाइल नंबर की मदद से step by step बताउंगा की कैसे एयरटेल मोबाइल नंबर को आधार कार्ड से लिंक किया जायेगा.

 

Airtel Mobile Number Ko Aadhaar Se Link Kaise Kare?


Note: जिस मोबाइल को लिंक करना चाहते है वो आपके पास होना चाहिए जब आप एयरटेल ऑफिस या फिर रिचार्ज शॉप पे जाते है क्यूंकि उस पे एक OTPआएगा जो आपको बताना होगा उन्हें 


Steps:

  1.  सबसे पहले आप अपने किसी नजदीकी एयरटेल ऑफिस या फिर रिचार्ज शॉप में जाये.
  2.  वहा जा कर आप मोबाइल को आधार कार्ड से लिंक करने के बारे में बताये.
  3.  अब आप अपना मोबाइल नंबर और आधार नंबर बताये |
  4.  अब आपके मोबाइल नो पे एक OTP आएगा उसे बता दे |
  5.  अब आपको अपना fingerprint देना होता है biometric machine ke jariye.
  6.  अब आपके मोबाइल पे एक मेसेज आ जायेगा की मोबाइल नंबर को आधार से लिंक करने रिक्वेस्ट ले लिया गया है. 48 hours में लिंक कर दिया जायेगा |

 

 इस तरह से आप अपने मोबाइल को आधार से लिंक करा सकते है और सिम को ब्लॉक होने से बचा सकते है.

आधार कार्ड को PAN कार्ड से लिंक कैसे करे

How to Link Aadhaar Card With PAN Card in Hindi

Dosto आज मैं बताने जा रहा हु की aadhaar card ko PAN card से लिंक करने की अंतिम तारीख 31 september से बढ़ा कर 31 December कर दिया गया है | ये फैसला Income Tax Department के द्वारा लिया गया है. आपके जानकारी के लिए बता दू की अगर आप अपने पैन कार्ड को अपने आधार कार्ड से लिंक नहीं करते है तो आपका PAN card अमान्य(invalid) हो जायेगा | आज इस पोस्ट के जरिये मै आपको बताउंगा की कैसे आप इंटरनेट के जरिये आसान तरीके से अपने पैन कार्ड को आधार से लिंक कर के पैन कार्ड को अमान्य(Invalid) होने से बचा सकते है?.

 आधार कार्ड को PAN कार्ड से लिंक कैसे करे

Steps to link Aadhaar card with PAN Card:

Step 1:

 सबसे पहले आप income tax department की वेबसाइट पे जाये. Website पे जाने के लिए यहाँ click kare.

Step 2:

अब आपके सामने एक पेज खुलेगा | इस फॉर्म को भरना है |

  1.  अपना 10 digit का पैन कार्ड नंबर लिखे (PAN card se dekh kar)
  2.  अपना आधार नंबर लिखे (Adhaar card se dekh kar).
  3.  आधार पर जो आपका नाम है यहाँ लिखे |
  4. Isse tick na kare (Kyunki aapke PAN aur aadhaar dono pe DOB hoga )
  5.  यहाँ पे ऊपर दिए गए image के text को लिखे |
  6.  अब आप Link Aadhaar pe क्लिक करें.

Link aadhaar to PAN

Step 3:

 अब आपका आधार कार्ड और पैन कार्ड successfully लिंक हो गया है |

Sucessfully Linked Aadhaar With PAN

 अगर ये जानकारी आपको अच्छा लगा तो अपने दोस्तों को शेयर करे | ऐसे ही अन्य जानकारी के लिए हमारे ब्लॉग को Subscribe करे |

Internet Se Online Paise Kaise Kamaye 2019

Namskar dosto ham sabhi jante hai ki achhi jindagi jine ke liye insaan ko jindagi me paise ki kitni jarurat hai . Ham sab paise ki ahmiyat ache se samjhte hai aur ye bhi jaaante hi paisa kamana itna bhi assan nhi hota.

Aaj is post me mai bataunga ki internet se online paise kaise kamaye.

Agar aap bhi internet ke jariye online paisa kamana chahte hai to aap is article ko achche se padhe aur paise kaise kamaye ghar baithe ye jane.

Duniya me paise kamne ke bahut saare tarike hai unhi tariko me se ek tarika hai online paisa kamana. Is post ki madad se aap ye jaan payenge ki bina naukri ke online paise kaise kamaye ja sakte hai. 

Internet Se Online Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye

Kya Online Kaam Kar Ke Paisa Kama Sakte Hai ?

Dosto ham sabhi ke man ye sawal rehta hai kya online kaam kar ke paise kamaya ja sakta hai ? ye sach hai ya nahi ?Ji haa ye bilkul sach ki online paisa kamaya ja sakta hai. Bahut saare aise log hai jo online kaam kar ke lakho rupay kama rha hai aaj ke samay me.

Mai jis tarike ke baare me baat kar rha hu wo bilkul hi sahi aur genuine tarika hai jiske ki aap online internet ke jariye ghar baith kar paise kama sakte hai. Ye bilkul legal tarika hai aur isse paise kamane me koi anya tarah ki tension lene wali baat nhi hai. Jaise aur tariko se paise kamane ke liye mehnat kara hota hai vaise hi isme bhi ache se mehnat karna hota hai.

Is tarike ke jariye har age ka banda paise kama sakta hai chahae vo 12 saal ka ladka ho, 37 year ki house wife ho ya fir 75 year old age person ho. Is tarke me koi age ki limitations nahi hai.

Online Ghar Baithe Paise Kamane Ke Assan Tarike

To aaye jaante hai online internet ke jariye kin kin traiko se paisa kamaya ja sakta hai.

  1. Blog Se Paise Kamaye

Paisa kamane ke sabhi tariko me se sabse best tarika blogging haim. Iske jariye paise kamane ke liye sabse pahle aapb blog bnane ki jarurat hoti hai. Blog bana kar ache post likh kar us pe publish kare aur blog ka SEO kare.

SEO ki madad se hamara blog search engine me dikh pata hai. Jaise ki agar aap blog cooking ke baare me hai aur aapne post likha chay kaise bnaye aur aapne blog ki SEO kiya hoga  to koi bhi internet user Google, yahoo ya bing me chay kaise bnaye keyword search karega to aapka post search result me aa jayegi aur usse apke blog pe visitors ayenge. Jitne jyada vistitors aapke blog pe aayenge untna jyada ads pe click badhne ka chance rehta hai jisse aap ki income jyada hoti hai.

Blog aap kisi bhi topic pe likh skate hai jisme aapko sabse jayada interest ho. Shuruat ke din me aap blogspot par blog bana kar apna career start kar sakte hai aur adsense ke jariye paise kama sakte hai.

Blog likhne ke liye kuch topic ke naam

Technology

Product Review

Singing

Internet

How to

Story writing

Shayari

Cooking

etc

Blog se income karne ke liye us pe ads lagana hota hai. Bahut sare advertisement publisher website hai jo hame blog pe ads lagane ke liye allow karti hai. Unke ads lagaye aur jab visitor aap ke site pe aate hai aur us ads pe click karte hai to aapko us click ke paise milte hai.

 Blog Kaise Banaye

Blogging karne ke liye aap apne interest ke baare me jaane aur soche ki aapka mann sabse jayada kis topic aur field me hai aur us se related blog bnaye aur post likhe. Koi bhi insaan jab apne inerest ka kaam karta hai to usme vo bhut acha kar paata hai.

Blog par advertise lagane ke liye bahut sare advertisement publisher website hai jinme se kuch important hai jinke naam yha mai likh raha hu.

Google adsense  (Google Adsense Account Kaise Banaye)

Bidvertiser
Infolinks
Chitika  etc.

Insabhi publisher me sabse achha adsense hai jo sabse jyada paisa deti hai . Aap is par account bana kar apne blog pe ads laga sakte hai aur income kar sakte hai.

  1. Youtube Par Video Upload Kar Ke Paise Kamaye:

Dosto mai pahle bilkul nhi janta tha ki youtube ke jariye paise kamaya ja skata hai mai kabhi jarurat hone pe koi video dekha karta tha. Aaj mai aapko ek achi bataunga raha hu yadi aap online paisa kamana chahte hai YouTube ek bahut accha yu kahe sabse achha option hai jispe aap video bna kar upload kar sakte hai. Agar aapne youtube pe video dekha hoga to kabhi aapko dekhne ko mila hoga ki bich me advertisement dikhta rehta hai us ads ke jariye income hota hai.


Note : Dyan rakhna hai video original hona chahiye kisi ki copy upload na kare.


Aap video kisi bhi topic se related bna sakte hai jaise ki

  • Internet ke baare me (Internet guide pe video bana kar upload karna)
  • Tutorial  (Padhai se juri jankari ki video bana kar upload karna)
  • Khana kaise bnaya jata hai (cooking)
  • Health tips (Health tips video bana kar upload karna)
  • Comedy (Funny video bana kar upload karna)
  • Singing (gana ga kar video upload karna)   etc

YouTube se Paise Kamane Ke Tarike

  • Sabse pahle apna pasandida topic chun le.
  • Ab aap youtube par ek channel banaye aur us topic se related naam de.
  • Ab aap us topic se related video bna kar upload karna shuru kare.
  • Ab Youtube me login kar monetisation option ko active kare.
  • Ab aap apne youtube channel ko Adsense account se jode(Agar aap ke AdSense account nahi hai to bana le).
  • Ab aapke youtube ki har mahine ki income adsense account me add ho jayega. Aap is income ko apne bank account me direct pa sakte hai.

Dosto ab tak aap samajh gaye honge ki youtube ke jariye online paise kamana kitna asaan hai.

  1. Online Saman Sell(Bech) Kar Ke Paise Kamaye:

Aap online Website ke jariye saman sell kar ke bhi paise kama sakte hai. Aapne flipkart m,snapdeal,molxm,m amazon etc ka naam suna hoga ye sabhi website pe online samn bikta hai. Ye sites ek tarah ka marketplace hai jispe aap bhi apna samn upload kar ke bech sakte hai ,m jab aapka saman sell ho jata hai tab ye sites aapko paisa pay karti hai.

  1. Affiliate Marketing Se Paise Kamaye:

Affiliate Marketing ek tarah ka parayas hai jiske jariye badi comapny ke partner ban sakte hai.

Assan shabdo me kahe to to isme aap company ke product ko apne blog ya website pe show karte hai aur yadi wah product sell ho jati hai to company apko commission deti hai.

Bahut sari company hai jis par aap register kar apna affiliate account bana sakte hai. Ye company aapko apne products ki link aur banner provide karti jise aap apne website pe add karte hai aur wo prouct apke blog pe dikhne lagta hai.

Jab koi vistitors aapke site ko visit karenge aur wo us product ke link ya banner pe click kar ke usse kharidenge to company aapko us product ke selling pe kuch % commission deti hai.

  1. EBook Likh Ke Paise Kamaye:

Ab samay aisa aa gya hai ki book paper pe hi nhi balki PDF ke form me bhi maujud jise ham apne laptopm,mcomputer ya mobile me rakh kar bhi padh sakte hai PDF ke form me likhi gayi book ko hi ham Ebook kehte hai. Agar aapko kisi bhi topic pe likhna acha lagta hai aap apna jankari MS-word me likh kar usse PDF me badal (convert) kar sakte hai. Aur aapke dwara likhi gayi jankari book ke taur pe ready ho jayegi isse aap online book sell karne wale site pe upload kar ke paise kama sakte hai.

ब्लॉग से पैसे कमाने के 8 तरीके

Dosto umeed karta hu ki ye post padh kar aapko ye pata chal gya hoga ki India mein online paise kaise kamaye ja sakte hai. Aap internet ka use kar ke is jankari ki madad se online income kar sakte hai.

Is tarah ke aur achee aur useful article padhne ke liye hamare blog ko subscribe kijiye.

Agar ye post acha laga to aap apne friends ke sath share kare.  🙂  

Adsense Address PIN Verification Related FAQ Hindi Me

Hello friends agar aapke pas blog hai ya fir youtube channel use karte hai to umeed karta hu ki adsense ka aapne jarur suna hoga agar nhi suna hai to mai bata du ki blog /youtube channel se paise kamne ke liye sabse acha option adsense hai.

Jab aap ka adsense account ban jata hai aur activate ho jata hai to aapko apne address ko PIN ke jariye verify karna hota hai.

Aaj adsense address PIN verification se jure kuch sawal jawab likh raha hu jis se PIN verification se jure bahut sare apke sawalo ka jawab mil jayega.

Adsense Address PIN Verification Related FAQ Hindi Me

AdSense FAQ in Hindi

Q. $10 income hone ke kitne din baad PIN bheja jata hai ?

Answer : $10 pura hone ke 3-5 ke baad adsense PIN generate ho jata hai aur usse hamare address pe bheja jata hai

Q.   Adsense ki post kitne din me mil jati hai ?

Answer : 1 mahine ke ander hamare address pe post ke jariye hame milta hai. Kabhi kabhi location dur hone ki wajah se is me thora jyada samay bhi lag jata hai.

Q.  Kitni bar adsense address pin verify ke liye apply kar sakte hai. ?

Answer : 3 baar yadi fir aapko IN receive nho hota hai to adsense team se baat karna padega.

Q.  Kya har baar PIN change rahata apply karne par ?

Answer : Nhi , jo bhi code aapke ghar tak pahuchta hai usse use kar aap address ko verify kar sakte hai.

Q. Adsense post dikhne me kaise hota hai?

Answer :

Q. Adsense address pin kitne digit ka hota hai ?

Answer : 6-digit

Q.  New PIN ke liye kab apply kar sakte hai ?

Answer : Agar aapko 4 week ke baad bhi PIN nhi mil pata hai to aap naye ke liye aplly kar sakte hai.

Q. Kya ham purane PIN ko use kar sakte hai naye PIN ke liye apply karne ke baad?

Answer : Ji haa. Jitne bhi PIN generate hote hai wo original ka exact duplicate rehta hai (yaani ki sabhi pin ek hi rehta hai).

Google Adsense Par Address PIN Verify Kaise Kare

Dosto pahle ke post ma apne padha ki Blogging se paisa kamane ke liye sabsa acha money publisher website adsense hai aur ispe account kaise bnaye  jata hai. Account approve ho jane ke baad aapke blog pe relevant ads dikhne lagte hai.  Ab hamari daily ke income ham apne  account me login kar ke dekh paate hai.

Google Adsense Par Address PIN Verify Kaise Kare

Adsense Pin Kya Hai ?

Jab adsense pe hamari income $10 ho jaati hai tab adsense speed post ke dawara hamare diye gaye address pe ek PIN bhejta hai. Is PIN(Secure code) ko adsense me add karke apne address ko verify karna hota hai. Jab tak ham PIN verify nhi kar lete hame adsense se payment nhi milta hai. PIN verify karna most important hai adsense se payment pane ke liye.

 

$10 pura hone ke 3-5 ke baad adsense PIN generate ho jata hai aur usse hamare address pe bheja jata hai aur 1 mahine ke ander hamare address pe post ke jariye hame milta hai. Kabhi kabhi location dur hone ki wajah se is me thora jyada samay bhi lag jata hai.

 


Note : Adsense pe $10 income hone se pahle hi aap apna address ko sahi se check kar le agar kuch bhi sahi nhi hai to usse sahi kar le. Apka income $10 hote hi Address verification PIN ban jata  hai aur usse apke diye gaye address pe bheja jata hai.


 

Adsense Par Address Pin Verify Kaise Kare ?

$10 income hone ke baad jab aap account login karte hai tab hame homepage pe ek notification message dikhta hai jisme likha hota hai “Your payment are currently on hold you have not verified your address”. Iska matlab ye hai ki abhi tak aapne adsense address PIN daal kar verify nhi kiya hai.  To aaye ab jante hai address verify kaise karte hai PIN ka use kar ke.

 

Step 1:

Aap Action button pe click kare

Verify your address Adsense

Step 2:

Ab adsense se jo post aay hai usme se apna PIN dekhe.

 

Step 3:

  1. Ab ek new page khulega jisme aapko Enter your PIN me apna pin daalna hai.
  2. Ab submit pin button pe click kare,

Submit  Adsense PIN

Ab adsense par address verify ho gaya hai. Ab aap payment method add kare aur adsense se apna payment paye.

 

Jio Phone Kaise Book Kare

Namaskar dosto aaj bahut hi khusi ka din hai digital india ke taur pe aaj(24-08-2017) se Reliance Jio Phone booking shuru hua hai.Jio phone ki booking aaj shaam 5:30 se shuru hogi. Is 4g smartphone ke liye log besabri se intezaar kar rahe the unsabhi ke liye aaj khusi se jhumne wala din hai.

Jio phone aap Rs500 pay kar ke pre-order kar sakte hai. Jab aapke paas phone aa jaye tab aapko baaki ke Rs1000 dena hai.

Jio Phone Kaise Book Kare

Jio Phone Ke Khasiyat Kya Hai?

  • Jio phone voice call muft rahegi.
  • Data unlimited rahega.
  • 300 SMS free hai.
  • Is phone ke liye 1500 security jama deni hai jo 3 saal ke baad phone wapas karke aapko mil jayega.
  • Jio Phone bhartiya 22 language ko support karti hai.

 

Jio phone full features:

  • Display : 2.40-inch
  • SIM : single sim(4G)
  • Resolution: 240 x 320 pixels.
  • Internal storage – 4GB expandable upto 128 GB
  • Processor : 1.2GHz dual-core SPRD 9820A/QC8905
  • OS :  KAI OS
  • Rear Camera : 2MP
  • Front Camera  : 0.3 MP
  • RAM : 512MB
  • Battery : 2000mAH

Jio Phone Kaha Se Book Kare?

Jio phone aaj shaam 5:30 ke baad se jio app ya fir jio.com website ya fir authorised Reliance Jio retailers(offline ke liye). Pahle booking karte samay aapko Rs 500 pay karna hai aur yeh scheme  pahle aao aur pahle paao ke traj pe hai. Bache Rs1000 aapko phone ke delivery ke time par dena hai. Customer apna paisa 36 mahine(3 saal)  ke baad phone lauta kar wapis le sakte hai.

Online book karne ke liye yha click kare.

Jio Phone Kaise Book Kare?

Booking ke time Rs500 dena hai, booking aap tino me kisi ek jagah se kar sakte hai uske liye aapko apna phone number de aur delivery pincode de. Ab aapke paas booking id SMS ke dwara aa jayegi. Ab phone aapko najdiki retailer ya fir jio store pe milega jaha ka aapne pincode diya hoga tab aapko Rs1000 aur dena hoga.

Jio Phone Ka Delivery Kab Hoga?

Jio phone ki delivery ki aapne phone kitna pahle book kiya hai. Ye scheme  pahle aao aur pahle pao ke tarj pe hai. Isliye agar aap phle phone lena chahte hai to jitna jald ho sake order kare (first come, first serve basis).

Jio phone se juri kisi bhi anya jaankari liye aap apna sawal niche diye gaye comment box me likhe. Dosto agar ye jaankari aapko achi lagi hai to aap apne dosto ke sath share kar unhe bhi bataye.  🙂  🙂

सोशल मीडिया पर HB4U से जुड़े

435FansLike
16FollowersFollow
7FollowersFollow
231FollowersFollow
224FollowersFollow
6,380SubscribersSubscribe