Sunday, November 24, 2024
Home Blog पृष्ठ 24

CorelDraw Kya Hai

0

CorelDraw ek designing software hai. Yah graphic designing ka ek part hai. Coraldraw ki sahayta se bahut si chije banayi jati hai. CorelDraw ka use karke  3D Text, Logo, Banner, Poster, Visiting Card, Shadi Card, Brochure, Book Cover, or tarah tarah ki Rangoli bahut hi aashani se banayi jati hai.

CorelDraw bahut hi aashan h ise koi bhi bahut hi aashani se shikh sakta hai aur shikhne ke baad apne yogyta ke aadhar par kaam karke paisa bhi kama sakta hai.

CorelDraw me bahut se tools ka prayog hota h jis se koi bhi kaam bahut hi aashani ho jata h. Kuch tools ke bare me hum aapko batate h jisase aap sabhi ko bahut hi help milega.

CorelDraw Kya Hai

CorelDRAW के मूल उपकरणों की सूची(List of The Basic Tools of CorelDRAW in Hindi)

Pick Tool

Shape Tool

Crop Tool

Zoom Tool

Freehand Tool

Smart fill Tool

Rectangle Tool

Ellipse Tool

Polygon Tool

Text Tool

Parallel dimension Tool

Straight-liner Connector Tool

Drop Shadow Tool

Transparency Tool

Color Eyedropper Tool

Interactive Fill Tool

Is jankari se juda koi sawal ya sujhav aapke mann me ho to aap comment kar hame btaye. Hume aapke sawal ka jawab dekar kar khushi hogi.

Facebook Account Ka Password Kaise Change Kare

0

Aaj ke samay me lagbhag har internet user facebook use kar raha hai. Samay ke is daur me logo ko social media se jude rehne ki maniye aadat ya fir yu kahi ki logo ki jarurat si ho gayi hai. Aksar aap ke pass mobile ya kisi ka computer milta hai to log uspe facebook chalate hai aur bahut baar aap apne facebook account ko logout karna bhul jate hai. Hum kabhi cyber cafe me jate hai aur vaha apna facebook account use karte hai aur man lijiye galti se logout karna bhul jate hai. Aise me aapko ye darr pareshan karta hai ki kahi aap Facebook account koi aur use na kar le. Agar aap account ka password kisi ko pata chal gaya hai to ye bhi aapke liye pareshani ki bat hoti hai.

Is post ko padhne ke baad aap ki pareshani dur ho jayegi. Aaj hum janenge ki aap facebook account ka password kaise change kar sakate hai. Is article me mai aapko step by step btane wala hu ki aap facebook account ka password badal kar dusre kisi ke use karne se kaise bacha sakte hai.

Facebook Account Ka Password Kaise Change Kare

यह भी पढ़े:

Facebook Fan Page Kaise Banaye

Facebook के नए Snooze Button क्या है

Facebook Search History Kaise Delete Kare

Steps

Sabse pahle aapko apne facebook account me login karna hai.

 

Step 1.

  1. Dikhaye gaye icon par click kare.
  2. Setting option par click kare.

Step 2.

  1. Security and Login option par click kare.
  2. Change password ke samne Edit button par click kare.

Step 3.

  1. Apna facebook ka current password likhe.
  2. Nya password likhe jo aap rakhna chahte hai.
  3. Upar jo nya password likha hai usse phir se likhe.
  4. Save Changes button par click kare.

Step 4.

Ab aapke samne ek confirmation box open hoga.

  1. Apne aap ko login rakhne ke iye is option ko chune.
  2. Continue button par click kar de.

Ab apka facebook ka password change ho chuka hai. Ab aap apna facebook account me login karne ke liye naye password ka use kare.

 

Function Keys क्या है और कहाँ होता है इन का इस्तेमाल

Aaj ke samay lagbhag har kisi ko computer par kam karna uska istemal karna jaruri ho gya hai. chahe vo students ho ya professional har koi aaj computer aur laptop ka use kar raha hai. Vaise agar aap computer ke keyboard par dhyan diya ho to sabse upar F keys hoti hai. Jisse function keys kaha jata hai.

Aksar jab koi computer use karta hai to uska dhyan unke kaam par hota hai lekin computer ke keyboard me maujud F keys se aapka kaafi smay bach sakta hai.Computer keyboard me F1 se F12 tak shortcut keys(function keys) hai jo aapka bahut se kaam sirf ek key press karne se ho jayega.

F1 से F12 Function Keys, क्या और कहाँ होता है इन का इस्तेमाल

Aaye jante hai ki F1 से F12 Keys का क्या और कहाँ होता है इस्तेमाल

F1

Jab aap computer par koi kaam yani ki koi program run karte hai aur us samay aapko help chahiye to aap is key ko press kare. F1 key ko press karte hi help window open ho jayegi.

 

F2

Agar aap kisi file ya folder ka naam change karna chate hai to is button ya key ko daba kar asaani se kar sakte hai.

 

F3

Koi bhi webpage ya application me koi keyword ya file, folder search karne ke liye aap F3 key ko press kare.

 

F4.

Is key ka use jyada ALT ke sath kiya jata hai . ALT + F4 shortcut se aap kisi program ko asaani se close kar sakte hai.

 

F5

Sabse jyada use is key ka hota hai. Is key se aap windown ya koi bhi running program ko refresh kar sakte hai.

 

F6

Browser me internet chalate samay url link change karne ke liye aap is key ka use kar sakte hai.

 

F7

Microsoft Word me agar aap kaam kar rahe hote hai to spelling aur grammer check karne ke liye is key ka istemal kar sakte hai.

 

F8

Computer start hone ke samay agar aap boot menu me jana chahte hai to aap is key ko press kare.

 

F9

Microsoft Word me document refresh karne ke liye aap is key ka istemal kar sakte hai.

 

F10

Kisi bhi option par right click karne ki jagah par aap Shift+F10 ka use kar sakte hai. Ye highlighted icon , file, folder par right-click karne ke jaisa kaam karta hai.

 

F11

Kisi bhi modern browser me full screen me dekhne ke liye ya full screen view hatane ke liye use kiya jata hai.

 

F12

Microsoft word me Save as window open karne ke liye is key ka istemal kare.

 

Upar di gayi jankari se aap apne bahut samy bacha sakte hai . Umeed karta hu ki ab aap ache se function keys ka use samajh gaye honge.

IFSC Code क्या है और कैसे पता करे

0

Dosto aaj ke is article me hum apko IFSC code ke bare me puri jankari dene wale hai. Aap me se bahut se aise log hai jine nahi pata ki IFSC code kya hai aur IFSC code kaise pata kare.

Agar aap kisi ke bank account me paise transfer karna chahte hai to apko uske bank account no ke alawa uske bank branch ka IFSC code ki jankari honi chahiye.

Ab aap soch rahe honge ki ye आईएफएससी कोड क्या है to chaliye sabse pehle apko IFSC code ke bare me batate hai.

IFSC Code Kya Hai ?

IFSC ka full form Indian Financial System Code hota hai  jo 11 digit-character ka hota hai. Ye character ya code RBI ke dwara sabhi bank branch ko diya gya hai jo ki bilkul unique hota hai. NEFT and RTGS ke process se online money transfer karne ke liye aapko is code ki jarurat hoti hai. IFSC code alpha numeric hota hai yani ki alphabetical(a-z) aur numeric(0-9) ka combination hota hai,

IFSC code me jyada tar is pattern par hai pehla 4 characters bank code rehta hai 5va character 0 hota hai aur last ka 6 character branch code hota hai.

 IFSC Code Kaise Pata Kare

NEFT (National Electronic Funds Transfer)

Ye ek nation wide payment system hai jiske madhyam se koi person apne account(kisi bhi bank branch) se kisi aur account(kisi bhi other bank branch)  me paisa transfer kar skata hai iske liye dono bank branch ke pass NEFT suvidha honi chahiye . NEFT system ke jariye paisa transfer karne me kuch samay lagta hai.

RTGS (Real Time Gross Settlement)

RTGS ke naam se aapko pata chal raha hoga ki e real time based hota hai. Ye bhi system ek account se kisi bhi dusre account me paisa transfer ke karne ke liye hota hai lekin isme jaise se hi aap transfer request karte hai ye usi time ho jata hai. RTGS fast aur turant paisa transfer karne ki suvidha deta hai.

स्विफ्ट कोड क्या है और अपनी बैंक का स्विफ्ट कोड कैसे पता करे [2019]

Apne Bank Branch ka IFSC Code Kaise Pata Kare?

Waise to IFSC code ko pata karne ke liya bahut sare website hai lekin mai isme imortant website ka hi jkikar karunga jisse maine IFSC code pata kiya hua hai.

Option 1st : RBI Website Se Pata Kare

Sabse pahle RBI ki website par jakar bhi aap pata kar sakte hai. Is website par code pane ke liye niche diye gaye steps ko follow kare. Agar aap ka internet speed fast hai tabhi is option ko try kare.

Steps

Sabse pahle RBI ki website par jaye . Click here.

  1. Apna bank name chune.
  2. Bank ka branch name likhe.
  3. Get Bank Details button par click kare.
Find IFSC Code Kaise Pata Kare

Ab aapke samne aapke bank branch ka IFSC code dikhegi.

Option 2nd: IFSC Finder Website Se Pata Kare

IFSC finder ki website par jakar bhi aap pata kar sakte hai. Is website par code pane ke liye niche diye gaye steps ko follow kare.

Steps:

Sabse pahle aap bank ifsc code ki website par jaye. Click kare

  1. Bank name select kare.
  2. State name chune.
  3. District name chune.
  4. Ab bank branch name chune.
 IFSC Code Kaise Pata Kare

Branch name ko select karte hi aapko aapne bank branch ka IFSC code dikh jayegi.

YouTube Monetization Policy के नए नियम 2018

YouTube Monetization Policy के नए नियम 2018

Saal 2018 में यूट्यूब ने अपने पालिसी में बदलाव किया है | बहुत से ब्लोग्गेर्स और other प्रोफेशनल अपनी वीडियो बना कर अब तक यूट्यूब पर अपलोड कर अपने चैनल को एडसेंस अकाउंट से लिंक कर के अच्छा पैसा कमाते थे |

हाल ही में यूट्यूब ने अपने monetization पालिसी में बदलाव कर दिया है | Jसकी वजह से सभी यूट्यूब पार्टनर को monetization पालिसी में बदलाव से जुड़ा नोटिफिकेशन मेल भेजा गया हुआ है | अब हर यूटुबेरस एअर्निंग नहीं कर पाएंगे | एअर्निंग के लिए यूट्यूब के द्वारा कुछ लिमिटेशंस सेट किया गया है.

Yani ki ab saal 2018 me  सुरक्षा उपायों के बारे में सोच कर  YPP(Youtube Partner Program) की नई पालिसी बनायी गयी है . सभी यूट्यूब चैनल जो पालिसी को फुलफिल नहीं कर पा रहे है उन्हें ३० डेज का नोटिस पीरियड दिया गया है. 30 दिन पूरे होने के बाद से वे चैनल वीडियो से monetization नहीं कर पाएंगे.

 

YouTube Monetization Policy 2018 Kya Hai Hindi Me ?

ये नियम एक साल के बेहल्फ़ पर सेट किया गया है और इससे हर यूट्यूब चैनल को पूरा करना है. यानि की 12 महीने में आपके चैनल का निचे दिए गए स्टेटस होना चाहिए तभी आप मोनतीज़ेशन कर सकते है |

 

Overall watch time :  4000 hours

Subscribers                : 1,000

Time                             : 12 month

 

अब जब तक आप का चैनल ऊपर दी गयी कंडिशंस फुलफिल नहीं कर लेती आप का चैनल मोइटिजातिओं के लिए एलिजिबल नहीं होगा |

 

YouTube Channel Se Kab Monetization Kar Sakte Hai?

जैसे ही आपका channel new threshhold(yani upar diye gaye conditions) को पूरा कर लेता है उसके बाद यूट्यूब टीम आपके चैनल की समीचा करेगी और आप चैनल से फिर से मोनेटाइज कर सकेंगे |

 

Solution:

Agar aap YouTube se earn karna chahte hai to ache quality ka वीडियो बनाये जिससे लोग पसंद करे और ज्यादा से ज्यादा देखे और शेयर करे| Ab YouTube par useful aur हाई क्वालिटी वीडियो ही अपलोड होंगे इसलिए ही यूट्यूब के द्वारा ऐसा स्टेप लिया गया है|अगर आप यूटुबेरस है तो आप क्वालिटी पर फोकस कर वीडियो बनाए| जल्द ही आप फिर से मोनेटाइज कर पाएंगे |

WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhe

Hindi me is tarah ki jankari kam milti hai lekin mai aaj aapke yani ki har newbie(naye) bloggers ke liye ye post likh raha hu. Is post me hum bat karenge ki WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhte hai. Pahle ke article me maine step by step btaya hua ki WordPress blog kaise setup karte hai.

Jab koi blogger apna WordPress blog setup kar leta hai to uske mann me ye sawal aksar rehta hai ki wo apna first blog post kaise publish kare. Is article ko pura padhne ke baad aapke is sawal ka jawab aapko pata chal jayega. To chaliye jyada samy lagaye bina mai aapko step by step guide karta hu ki kaise aap apne first blog post karenge.

WordPress Me Apna First Blog Post Kaise Likhe

यह भी पढ़े:

Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare

WordPress Blog Ya Website Kaise Banaye In Hindi

Steps to Publish Your First Blog Post:

Step 1:

Sabse pahle aap WordPress blog ke admin me login kare.  

Visit :  yourdomainname.com/wp-amin

 

Step 2:

  1. Apna username likhe.
  2. Apna password likhe.
  3. Ab aap Login button par click kare.

wordPress admin login

Step 3.

  1. Login hone ke baad sabse pahle Posts option par jaye.
  2. Add New option par click kare.

WordPress Post Option

Step 4.

  1. “Enter title here” ki jagah apna post title likhe.
  2. Yaha par post content likhe.
  3. Content paragraph ki setting option yha select kare.
  4. Post content me image add kare.
  5. Post jis category me publish karna chahte hai usse chune.
  6. Abhi agar post nahi publish karna chahte hai uske liye draft par click kare.
  7. Post publish karne se pahle dekhne ke liye ki blog par kaise dikh raha hai.
  8. Sab kuch sahi hone ke baad aap Publish button ar click kare .

add new post in WordPress

Ab aapke blog par aapka first blog post publish ho chuki. Apne blog par jaye aur reload yani CTRL+F5 button daba kar refresh kare aur dekhenge ki aapka first blog post live ho chuki hai.

Adobe Photoshop में Image को Resize कैसे करे

Samay teji se badal raha hai aise me aaj har insaan social media se jud rahe hai . Logo ke liye har din photo kichna aur social media par share karna mano jaise din charya ka ek hissa sa ban gya hai. Aksar log apni smartphone se photo le kar social media khaskar Facebook aur Instagram par share karte hai. Kabhi aisa bhi hota hai ki hum photo share karna chate hai par usse resize karke lekin ye hi chahte hai ki us ki quality khrab na ho. Agar aap bhi apne kiche hue kisi photo ko resize karna chahte hai aur pareshan hai to aapko  is post ko jarur padhna chahiye

 

Aaj image resize karne ka aapke tough kaam ko asan ho jayega hamre dwara bataye gaye steps ko follow karke. Is tarike se minato me aap apne image ko resize kar skate hai.

Adobe Photoshop में Image को Resize कैसे करे

Image resize karne ke liye aapke PC me Adobe Photoshop install hona chahiye agar abhi tak aapke PC me adobe photoshop install nahi hai to sabse pahle aap isse install kar le.

Steps to Resize an Image in Adobe Photoshop

Step 1.

Sabse pahle Adobe photoshop ko open kare.

 

Step 2.

  1. File option par click kare .
  2. Options me se aap open ko select kare.

Open File in Adobe Photoshop

Step  3.

  1. Ab aap apne photo ko jaha save kiya hua hai us location se usse select kare.
  2. Ab niche diye gaye open button par click kare.

Step 4

  1. Ab adobe photoshop ke top menu me image par click kare
  2. aur Image size par click kare

Select Image Size option in Photoshop

Step 5.

Ab ek new popup open ho jayegi ab yha par photo ko resize karne ke liye option dikhegi.

  1. Apne jarurat ke hisaab se isse aap change kar le.
  2. Ab ok button par click kare.
  3. Ab ek confirmation box open hoga usme Proceed ko click kare.

Canvas Size in Photoshop

Ab aapki image dwara select ki gayi image resize ho chuki hai.Ab image ko save kar le.

Dosto umeed karta hu ki ab aap apni koi bhi image asaani se Adobe Photoshop me resize kar  sakte hai. Agar is article se juda koi sawal ya sujhav ho to hame comment kar bataye.

Facebook के नए Snooze Button क्या है

आज के इस आर्टिकल में हम फेसबुक से जुड़े जानकारी के बारे में जानेंगे. फेसबुक ने हाल ही में अपने वेबसाइट में न्य फीचर्स ऐड किया है जिस का नाम Snooze button है.फेसबुक के इस नए फीचर्स यानि की Snooze button का यूज़ करके आप वैसे फ्रेंड्स या फेसबुक पेज या फिर फ़ब ग्रुप जो आपको परेशान करते है उनको अस्थायी रूप से उनफ़ोल्लोव कर सकते है और उन्हें इस बात का पता भी नहीं लगेगा.

 

आज के समय में बहुत बार ऐसा भी होता है की जब आप अपने फेसबुक प्रोफाइल पर पोस्ट करते है तो कुछ बुरे कमेंट्स आने लगते है और ऐसे में अब आपको परेशां होने को जरुरत नहीं है. कोई भी आपका फ्रेंड्स या फेसबुक यूजर आपके पोस्ट पर बुरा comment कर रहा है और आप उससे से बहुत ज्यादा pareshan है और ऐसे समय में आप अपने फ्रेंड को unfollow या ब्लॉक नहीं करना चाहते है तो आपके पास अब एक नया ऑप्शन मौजूद है जिससे Snooze button features कहते है.

Facebook के नए Snooze Button क्या है

अब आप स्नूज़ बटन का यूज़ कर वैसे friends या Facebook user को ३० दिन तक के लिए mute कर सकते है. जब आप ऐसे करेंगे तो friends आपके इस पोस्ट पर comment नहीं कर पाएगा और उससे इस बात की जानकारी भी नहीं होगी.ये न्य फीचर्स कुछ हद तक hide और unfollow के जैसा ही है. जब आप किसी को इस फीचर्स की मदद से mute करते है उन्हें कोई भी notification नहीं जाता है यानि उन user को इस बारे मे जानकारी नहीं मिलेगी.

Friend, Page or Group Ko Snooze Kaise Kare.

Maine yaha ek simple sa example dekar btaya hai ki kaise aap kisi Facebook user ko Snooze button ki madad se 30 day ke liye mute kar payenge. Facebook friends, Group aur page ke liye bhi lagbhag same process hai.

Steps :

1. Sabse pahle jisse mute karna chahte hai uske samne ke 3 dot par click kare.

2. Snooze for 30 Days vale option par click kare.

Friend, Page or Group Ko Snooze Kaise Kare.

आप फेसबुक यूजर, पेज या फिर ग्रुप जिस से आप परेशां है इनमे से किसी को भी आप आसानी से म्यूट कर सकते है.30 दिन पूरे होने के बाद से आप फिर से उन फ्रेंड्स या फेसबुक पेज या ग्रुप को फिर से म्यूट कर पाएंगे.

घर बैठे ऑनलाइन अपने Najdiki Aadhaar Center के बारे में कैसे जाने

Najdiki Aadhaar Center: आज के समय में भारत सरकार ने लगभग हर काम के लिए आधार कार्ड को जरूरी कर दिया है. ऐसे समय में अगर आप अपने आधार में कभी कोई बदलाव करना चाहते है या फिर कुछ इनफार्मेशन अपडेट करना चाहते है तो आधार कार्ड सेंटर जाना होता है. अगर आप भी अपने नज़दीकी आधार कार्ड सेंटर ढूँढ रहे है तो आप इस पोस्ट को पूरा ज़रूर पढ़े. आप हमारे द्वारा बताए गए तरीके को अपना कर आसानी से नज़दीकी आधार सेंटर की जानकारी हासिल कर पाएंगे.

वैसे तो आधार में कुछ बदलाव ऑनलाइन भी उसके पोर्टल पर जाकर किया जा सकता है लेकिन कुछ ऐसे भी बदलाव होते है जिनके लिए हमे आधार कार्ड center jana hi hota hai. चलिए आज इस आर्टिकल में आधार सेंटर खोजने की जो समस्या है उसका सिंपल और आसान सा सलूशन स्टेपबय स्टेप बताने जा रहा हु.

घर बैठे ऑनलाइन अपने Najdiki Aadhaar Center के बारे में कैसे जाने


यह भी पढ़े:

आधार सेण्टर कैसे पता करे:

सबसे पहले UIDAI की वेबसाइट पोर्टल पर जाना है.  इस वेबसाइट पर जाकर हर तरह के आधार सेंटर की जानकारी पा सकते है चाहे वो प्राइवेट,पोस्ट ऑफ़िस में हो या फिर बैंक में ही क्यों न हो.

Steps:

Step 1.

सबसे पहले uidai website par jana hai .Ab Enrolment & Update Centres in Banks & Post offices link पर क्लिक करे.

Step 2.

अब अगले पेज में आपको 3 search criteria मिलेगी जिससे आप आधार सेण्टर ढूंढ सकते है. Pahle option state ka hai, dusra Pin Code aur tisra Search Box ke through bhi aap aadhaar center की जानकारी ले सकते है.

State:

अगर आप स्टेट के अनुसरा सर्च करा चाहते है तो

  1. Sabse pahle State option ko chune.
  2. Ab aapko state, district, sub district aur VTC(Village Town City) ko chuniye.
  3. Diye gaye box me verification code ko bhare
  4. Ab search button par click kare.

अब आपके सामने centers ki list open ho jayegi.

Pin Code:

Pin code ke madhyam se aadhaar center pata karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare.

  1. Pin Code option ko chune.
  2. Jis locastion ke liye search karna chahte hai vha ka pin code daale.
  3. Diye gaye verification code ko yaha likhe.;
  4. Ab search button par click kare.

Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi.

Search Box:

Search box ke through bhi centeres ka pataya lagaya ja sakta hai.

  1. Apne jagah ka naam likhe.
  2. Diye gaye verification code ko yaha likhe.
  3. Ab search button par click kare.

Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi.

प्राइवेट,पोस्ट ऑफ़िस या फिर बैंक आधार सेंटर पता करने के लिए:

Private aadhaar centeres ka bhi aap asani se pata laga sakte hai. ab aapko niche bataye gaye link par click karna hai.
Is bar aapko Locate Enrolment & Update Centres link par click karna hai. 
Click karne ke baad aapke samne same vahi 3 options aayenge jo aapne abhi upar me padha hai usse foloow karke aap cneters ki jankari pa sakte hai.

Locate Enrolment & Update Centres

Ab aapke samne centers ki list open ho jayegi. Search karne ke baad aadhaar ki list kuch is tarah se load ho jayegi.

uidai center search result

Is jankari se juda koi bhi sawal ya sujhaw aapke mann me ho to aap comment kare. Aapki help kar ke muhe khushi hogi.

सोशल मीडिया पर HB4U से जुड़े

435FansLike
16FollowersFollow
7FollowersFollow
231FollowersFollow
224FollowersFollow
6,380SubscribersSubscribe