WhatsApp Font Size: Dosto jaisa ki hum jante h ki WhatsApp ek famous messaging app hai. Whatsapp me kamal ke features hai. Whatsapp se hum apne friend se na sirf chat bhi karte pate hai balki audio,video call kar sakte hai message bhi bhej skate hai.
Whatsapp se jab hum apne friend se chat karte h to chate h ki hamara font Style kuch different ho.Whatsapp me text ko hum Small, Medium, Large Bold,Italic karne ka feature diya hua hai.
Agar aap apne WhatsApp ke Font Size ko Large, Small, Bold ya Italic karne chahte hai to aap niche diye gaye step ko dhyan se padhe, iske liye alag se App download karne ki jarurat nahi hota hai.
Whatsapp Font Size ko change karna bahut hi asan hai. To aaiye jante hai ki WhatsApp Font Size Kaise Change karte hai. Is ke liye niche diye gaye step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap apne mobile me WhatsApp application ko open kar to upar aap ke mobile Ke right side “3 Dot” honge us ko click kare. Niche pic me dekhe.
Step 2. 3 Dot click karne ke baad ek New page open hoga Us me “Settings” ko click kare. Niche ke pic me dekhe.
Step 3. Settings click karne ke baad fir ek page open hoga Us me “Chats” par click kare. Niche ke pic me dekh sakte h
Step 4. Chast klick karne ke baad “Font Size” ko click kare
Step 5. Font Size click karne ke baad aap ke samane 3 Option Small, Medium, Large honge aap in me se jisko chahte hai usko click kare. Is tarah se aap ka Whatsapp Font change ho jata H. Niche Ke pic me dekh skte h.
Bold :- Whatsapp me kisi bhi Text message ko Bold karne ke liye likhe huye word ya sentence ke pahle star (*) or baad me star (*) add kar de. To aap dekhenge ki aapka simple text bold ho gaya hai.
Italic :- Whatsapp me kisi bhi text message ko italic karne ke liye likhe huye word ya sentence ke pahle Underscore ( _ ) or baad me Underscore (_) add kar de. To aap dekhenge ki aapka simple text italic ho gaya h.
Strikethrough :- Whatsapp me kisi bhi text message ko strikethrough karne ke liye likhe huye word ya sentence ke pahle or baad me tilde ( ~ ) add kar de. To aap dekhenge ki aapka simple text strikethrough ho gaya hai. Niche ke me aap dekh sakte hai.
Dosta jaisa ki hum jante hai ki whatsapp ek messaging app hai. WhatsApp bahut hi famous app hai.
WhatsApp me new version ke sath new features aate rahte hai. Is liye WhatsApp ko Update karna jaruri hota hai. Yadi hum WhatsApp ka new version, New feature update nahi karenge to new feature ka use nahi kar sakte.
Is liye hame kuch hi dino par WhatsApp Update karna chahiye taki hum WhatsApp ke new features ka use kar sake.
Whatsapp Update Kaise Kare kuch logo ko malum nahi hota hai. Is liye aaj hum log step by step janenge ki Whatsapp Update Kaise Karte hai.
WhatsApp Update Kaise Kare
1. Sabse pahle apne mobile phone ko open kare or Internet Data yaWi-Fi se Connect kar lijiye or fir Mobile ke Play Store me ja ke
Whatsapp type kar ke Search kare.To Whatsapp app dikhayi dega or “Update” ka option aayega us option ko click kare.
2. Ab Download hona start ho jayega.download hone ke baad Whatsapp Open ka option aayega usko click kare or is tarah Hum dekhte hai ki hamre mobile me Whatsapp Update ho gaya hai.
Online JIO Ka Recharge: आज के समय में हिंदुस्तान में लगभग हर व्यक्ति स्मार्टफोन यूजर बनता जा रहा है. जब से इंडिया में जीओ लांच हुई है तभी से स्मार्टफोन यूजर के लिए बातें करना और इंटरनेट यूज़ करना बहुत ही आसान हो गया है.
जैसा की आप सब जानते है की जिओ जब लांच हुई थी तब बिलकुल फ्री था लेकिन अब रिलायंस ने इसे मंथली चार्ज लगा दिया है. अब आपको बात करने के लिए कोई पैसे नहीं देने है लेकिन इंटरनेट यूज़ करने के लिए आपको रिचार्ज करना है. ऐसे में लगभग ार कोई दुकान की तरफ भागते है लेकिन ये जरुरी नहीं कि आप शॉप से ही रिचार्ज कराये आप खुद से भी ऑनलाइन जिओ का रिचार्ज कर सकते है.
जिओ का रिचार्ज प्लान में अलग इंटरनेट डाटा मौजूद है जैसे की आप अगर काम का रिचार्ज करते है तो आपको डेली का काम डेटा यूज़ के लिए मिलेगा वही अगर आप ज्यादा अमाउंट का चार्ज करते है तो आपको डेली यूज़ के लिए जयदा डेटा मिलता है.इस आर्टिकल में मै आपको जिओ रिचार्ज से जुडी सभी जानकारी देने वाला हू जैसे की jio ka recharge plan kaise check karte hai ya fir JIO ka recharge kaise hoga.
अभी जिओ ऑनलाइन रिचार्ज के लिए जो स्टेप्स मई बतेने जा रहा हु इससे ऊपर के दोनों सवको का जवाब आप को मिल जायेगा और अगली बार से आप अपना जिओ नंबर का रिचार्ज खुद से कर पाएंगे.आप अपने जिओ नंबर मोबाइल या कम्पुयटर से आसानी से कर सकते है इसके लिए आपके पास इंटरनेट कनेक्शन जरुरी होता है.
रिचार्ज करने के लिए आपको जिओ की वेबसाइट पर अकाउंट बनाने की भी जरुआत नहीं होती है जिससे आप बहुत ही आसानी से और जल्दी अपना नंबर पर रिचार्ज कर सकते है.
Sabse pahle aap jio ki site par jaye. Jio ki site open karne ke liye yaha click kare.
Apna jio number likhe.
Submit button par click kare.
Step 2.
1. Ab apna number ek bar fir se confirm kar le.
2. Checkbox ko uncheck kar de.
3. Ab Confirm button par click kare.
Step 3.
अब एक नई पेज ओपन होगा जिसपे आपको सारे JIO plan dikhegi. यहां पर आपको जिओ के लेटेस्ट प्लान दिख रहे है तो अब आप जान गए होंगे की jio ka recharge plan kaise check karte hai .
Apne liye plan choose kare.
Buy button par click kare
Step 4.
आप एक नई पेज खुलेगा जिस पर आप अपना रिचार्ज की डिटेल्स फिर से चेक कर ले. अगर कुछ चेंज करना है तो पेन आइकॉन पर क्लिक करके कर सकते है.
Make Payment button par click kare.
Step 5.
Atm card se recharge karne ke liye Debit Card option ko chune.
New page open ho jayega isme Debit Card ki details bhare.
Make Payment button par click kare.
सभी डिटेल सही होने पर नई पेज ओपन हो जाएगीजिसमे आपको रिचार्ज successful का मैसेज दिख जाएगी.
इस तरीके से आप अपने जिओ नंबर का लेटेस्ट ऑफर/प्लान भी देख पाते है. इस जानकारी से जुड़ा कोई सवाल या सुझाव हो तो कमेंट करे.
रिलायंस कंपनी अपनी जिओ मनी सर्विस को बंद कर रहा है. कंपनी ने ये फैसला RBI के नए नियम जारी करने के बाद लिया है. RBI के अनुसार जितने भी कंपनी वॉलेट सिस्टम दे रही us वॉलेट सिस्टम को use करने के लिए customer को अपना KYC करना जरुरी hai.इस सर्विस के बंद हो जाने पर जीओ मनी कस्टमर अपने मोबाइल वॉलेट से बैंक अकाउंट में पैसा ट्रांसफर नहीं कर पाएंगे. जिओ ने ये decision RBI के इस नए फैसले के बाद सुनाया है.
कोई भी कस्टमर मनी ट्रांसफर के लिए अपनी KYC करने में interested नहीं होगा शायद यही सोच कर कंपनी ने इतना बड़ा फैसला ले लिए है.
RBI Mobile Wallet New Rule
RBI ने मोबाइल वॉलेट और डिजिटल वॉलेट को लेकर एक नया नियम जारी किया है जिसमे सभी कंपनी जो मोबाइल वॉलेट चला रही है उन्हें अपने कस्टमर की KYC करनी है मोबाइल वॉलेट के जरिये बैंक अकाउंट में पैसा ट्रांसफर करने की सुविधा को बंद किया जा रहा है.
Reliance JIO Money Kab Band Hoga?
कंपनी ने रिलायंस जिओ मनी सर्विस को 27 फरवरी से बंद करने का फैसला लिया है.
JIO money Wallet User Kya kare?
अगर आपका पैसा जिओ मनी वॉलेट में है तो आप उससे 27 फरवरी से पहले अपने बैंक खाते में ट्रांसफर कर ले. Agar आप aisa नहीं करते है तो 27 फरवरी के बाद आप पैसा transfer नहीं कर payenge.
दोस्तों आज के डेट में मोबाइल हर किसी के पास है. जब हम नई एंड्राइड स्मार्ट फ़ोन लेते है तो उस में पहले से लेटेस्ट version अपडेटेड होता है पर वही मोबाइल पुराना हो जाने पर सारे सॉफ्टवेयर अपडेट करना पड़ता है क्युकी मोबाइल फ़ोन के सॉफ्टवेयर का न्यू version आते जाता है जिसमे कुछ नई फीचर भी रहता है.
यदि पुराने मोबाइल को अपडेट नहीं करते ह तो मोबाइल स्लो काम करता है और ठीक से काम नहीं करता है. इस लिए मोबाइल अपडेट करना चाहिए ताकि मोबाइल का स्लो काम न करे और नई फीचर का भी आप उसे कर सके.
तो आइये जानते है की Mobile Phone Update Kaise Karte hai.
Mobile Ko Update Kaise Kare
Step 1. सबसे पहले अपने मोबाइल को ओपन करेंगे और इंटरनेट डेटा वी-फि से कनेक्ट कर लेंगे.
उसके बाद मोबाइल के Setting me jaye.
उसमे मोबाइल के निचले भाग में अबाउट फ़ोन ऑप्शन पर क्लिक करे
Step 2. अबाउट फ़ोन पर क्लिक करने के बाद सिस्टम अपडेट का ऑप्शन होगा उस पर क्लिक करे.
Step 3.इसके बाद आप के मोबाइल में अपडेट का ऑप्शन आएगा उसको क्लिक करे
अब हम देखते कि मोबाइल अपडेट हो रहा है. yah 100% tak download hoga fir mobile off ho ke on ho jayega. इस तरह से अब आपका Mobile Phone Update ho jata hai.
Google Badge Widget: फेसबुक पेज प्लगइन की तरह ही गूगल आपको अपने प्रोफाइल के लिए बैज देता है जिसे आप अपने ब्लॉग में ऐड कर सकते है.
गूगल बैज को आप अपने वेबसाइट या ब्लॉग पर ऐड कर के गूगल+ फोल्लोवेर्स को बढ़ा सकते है. ब्लॉग पर जब गूगल बैज लगा रहता है और आपके किसी रीडर्स को आपकी आर्टिकल अच्छी लगती है तो वो नए पोस्ट अपडेट पाने के लिए आपको अपने सर्किल में ऐड कर सकता है.
आसान शब्दों में कहें तो गूगल बैज की मदद से कोई भी पर्सन आपको अपने सर्किल में ऐड कर सकता है और आपका फीड(अपडेट) पा सकता है.
Webpage ke right side me top par diye sign in button पर क्लिक करे. अब आप अपने जीमेल ID और पासवर्ड से लॉगइन करे.
Step 2.
Ab aap Google+ user में उस प्रोफाइल को सेलेक्ट करे जिसके लिए badge बनाना चाहते है.
निचे दिए गए कोड को कॉपी कर ले.
Step 3.
Apne wordpress admin में login करे.
Ab aap Appearance >> Widgets पर क्लिक करे.
Custom html >> Add widget पर क्लिक करे.
Step 4.
Ab sidebar ek nya widget option ऐड हो चूका है.
Widget ke liye ek title लिखे जैसा की आप दिए गए इमेज में देख सकते है.
कंटेंट में आपने जो कोड कॉपी किया था उससे Paste कर दे.
अब Save बटन पर क्लिक करे.
अब आप अपने ब्लॉग के लिंक को ब्राउज़र में CTRL+F5 से रिफ्रेश करें. Aapke blog me Google plus badge add हो चूका है. अगर आपको बैज ऐड करने में किसी तरह की कोई प्रॉब्लम हो तो आप कमेंट कर हमे जरूर बताये. में आप की हेल्प कर के ख़ुशी होगी. 🙂
हर कंप्यूटर या लैपटॉप में एक डिफ़ॉल्ट प्रोग्राम आता है जिसका नाम है वर्डपैड. पर क्या आप जानते है की ये वर्डपैड क्या है वर्डपैड का उपयोग क्यों और कैसे किया जाता है. अगर आप वर्डपैड के बारे में नहीं जानते है तो आप बिलकुल सही जगह पे है आज इस पोस्ट में मैं आपको वर्डपैड के बारे में पूरी जानकारी देने वाला हूँ.
तो चलिए सबसे पहले जानते है की
WordPad क्या है ?
WordPad एक फ्री टेक्स्ट एडिटर सॉफ्टवेयर है. WordPad Microsoft Windows के सभी version में अवेलेबल रहता है. WordPad आपके कंप्यूटर में पहले से ही इनस्टॉल होता है इस लिए WordPad को इनस्टॉल करने की जरुरत नहीं होती है.
WordPad भी नोटपैड की तरह टेक्स्ट एडिटर होता है. इसमें नोटपैड से थोड़ा एडवांस फीचर होता है. जिसके कारण आप अपने फाइल में कईतरह के फोर्मत्तिंग कर सकते है. WordPad का use डॉक्युमेंट बनाने में किया जाता है.
WordPad में आप अपने लिखे हुए टेक्स्ट को अलग अलग कलर में कर सकते है साथ ही अपने जरुरत के अनुसार टेक्स्ट साइज का फॉण्ट को छोटा बड़ा कर सकते है. जिसके कारण देखने में टेक्स्ट अट्रैक्टिव लगता है.
WordPad छोटा और सरल सॉफ्टवेयर है. वर्डपैड को हम अपने सिस्टम में कई तरह से ओपन कर सकते है.
WordPad के फीचर्स क्या है?
Wordpad में आप क्या क्या काम कर सकते है उससे इस सॉफ्टवेयर का फ़ीचर्स कहते है जानते है वर्डपैड के अन्दर क्या क्या फ़ीचर्स है
आप टेक्स्ट लिख कर formatting कर सकते है.
आप टेक्स्ट का फॉन्ट साइज,कलर, एलाइनमेंट चेंज कर सकते है.
अपने डॉक्यूमेंट में आप पिक्चर, डेट और टाइम साथ ही अन्य कोई object भी ऐड कर सकते है.
WordPad कैसे यूज़ करे ?
तो आइये हम वर्डपैड को अपने सिस्टम में ओपन करने का सबसे आसान तरीका जानते है.
1. Sabse pahle “Windows Start Button” par click karte hai ya keyboard se
window key dabate hai.
2. Uske baad “All Program” par click karte hai.
3. Fir “Accessories” par click karte hai.
4. Fie uske baad “Wordpad”click krte hai.
इस तरह से कर के हम देखते ह की WordPad हमारे सिस्टम में ओपन हो गया है. इसमें आप अपना कोई भी इनफार्मेशन के लिए डाक्यूमेंट्स त्यार कर सकते है. डाक्यूमेंट्स create करने के बाद CTRL+S शॉर्टकट कीय से आप इससे अपना कंप्यूटर या लैपटॉप में सेव कर सकते है.
Dosto Jaisa Ki hum sabhi jante hai Ki agar hume Coraldraw me Shortcut Keys malum ho to kaam karne me aashani hoti hai aur time bhi bahut kam lagta hai. Jis Se hum bahut hi teji se koi bhi kaam kar pate hai.
To aaiye aaj hum aap ko Coraldraw Me kuch important shortcut keys ke bare me batate hai. Jis se aapka kaam bahut asaan ho jayega aur aapka samay bhi bachega.
Agar aap in shortcut keys ke bare me jaan le to Coreldraw me aap jyada fast kaam kar payenge.
Pahle ke post me aapne padha ki directory submission kya hai aur isse kaise karte hai.
Usme humne web directory se judi har baat ko detail me explain kiya hua hai. Aaj is article me mai aapke liye 25 High DA Blog Directory Submission Sites ki list laya hun jis par aap apne blog ko submit kar sakte hai.
Is article me Blog directory submission sites ki list dekhenge jin par aap apne blog submit kar payenge.
Maine pichle article me bhi bataya hai ki in directory sites par blog submit karne ke kya fayde hai. Jab aap in sites par apne blog ka link submit karte hai to aapko ek high quality ka backlink milta hai.
Blog directory submission se judi adhik jankari ke liye niche diye gaye link par click kare.
Upar diye gaye high pr web directory apne blog ko submit kar aap high quality aur safe dofollow backlink pa sakte hai.
Aisa karne se aapke blog ka page rank increase hota hoga aur SERP me bhi achi position milti hai.
Umeed hai ab apko high DA blog Directory submission websites ki jankari mil gayi hai aur ab ispe apne sites ke liye backlink jarur banayenge. Is lekh se jura koi sawal ya sujhav ho to comment me likh kar hume jarur bataye.
Aaj ke is post me hum janenge ki blog directory submission kya hai. Lekin blog directory submission aur blog submission sites ke bare me janane se pahle hum ye jante hai ki blog directory kya hai.
Blog directory ek online website ki list hai. Blog directory ke ander category aur uske subcategory ke aadhar par website/blog ki list rehti hai. Bahut sare free blog directory hai to vahi bahut sare paid bhi maujud hai. Blog directory ko web directory bhi kehte hai.
Blog directory submission ek process hai jisme blog ko different directory website par submit kiya jata hai jo blog ko accept karti hai. Aise bahut sare blog directory maujud hai jinpar aap apne blog ki category ke anusar add(list) kar sakate hai. Ye aapke blog ke search engine ranking badhane me madad karti hai. Blog directory site par website ko uske category ke aadhar par list ki jati hai.
Asaan Shabdo Me:
Directory website par apne blog ko submit karne ke process ko blog directory submission kaha jata hai.
Blog ko Search Engine me rank karna ke liye bahut sare tarike hai jisme se ek blog directory submission bhi hai. Ye off Page SEO ka ek part hai. Blog ko directory site par submit kar aap apne blogging circle se se bahar ke bhi readers ko jod sakte hai.
Directory Listing Kitne Types Ke Hai ( Types of Directory Listing)
Directory submission listing generally 3 type ke hote hai. Aaye detail me ek ek kar ke jane.
Free Regular Link
Ye directory listing free hoti hai yani ki is par aapko apne website submit karne ka koi fee nahi dena hota hai. Lekin is approve hone me thora time lag jata hai. Free link submission ka review period 3-6 months ka rehta hai. Itne samay ke baad approve hone par aapki blog listing me live hoti hai.
Featured Link
Ye bhi listing ke ek type hai. Yeh basically paid listing hoti hai yani ki is tarah ki listing karne ke liye aapko paise paid karna hota hai. Isme aapki blog 24-48 hours ke ander directory site par live ho jati hai.
Reciprocal Link
Ye listing type bhi free hoti hai. Is optio ko select kar aap apna blog submit karte hai to aapko koi paise nahi dene hote hai. Lekin isme aapko ek reciprocal link ki jarurat hoti hai. Aapko ek link diya jata hai jo aapko apne blog par add karna hota hai.
Blog Directory Submission Ke Kya Fayde Hai( Benefits Of Directory Submission)
Ab aap samajh chuke hai ki Blog directory submission kya hai aur kitne prakar ke hote hai. Ab aapko batate hai iske kya fayde hai.
Blog ko directory site me submit karne se quality aur safe backlink milta hai. Jyada tar blog directory listing ko manual review karke approve karte hai to aise me aapke website ko ek spam free aur quality backlink milti hai.
Aapke site ki search engine ranking increase hoti hai.
Website ki traffic badhti hai.
Aapke blog ke overall earning increase hoti hai kyunki aap ki website ki traffic badhti hai.agar aapne koi monetozation method use kiya hua hai to.
Page rank(PR) ,Domain authority(DA) increase hoti hai aur SERP me bhi achi position aati hai.
Blog Directory Submission Kaise Kare ?
Agar blog directory submission karna chahte hai to uske pahle kuch chije ready rakhni chahiye. Jante hai vo kya hai.
Step 1.
Sabse pahle ek notepad file open kare niche diye gaye sabhi jankari save kar le.
Apne blog ka URL.
Blog Title (70 characters)
Blog ke bare me short description likhe (250 words).
Apna name likhe.
Apne email id likhe.
Step 2.
Ab aap apne blog ko submit karne ke liye google me high PR directory list search kar ke open kar le jisse par aapko apne blog ko submit karna hai. Blog directory choose karne ke liye aap un sites ka PR aur DA check kar ke bhi conform ho sakte hai ki aapke liy useful hai y nahi. Useful site ko open kar le.
Maan lijiye ki aap https://www.9sites.net par blog submit karna chahte hai to is link ko open kare.Ab aap Add a Site link par click kare.
Step 3.
Regular Links Free option ko chune.
Blog ki category chune(jisme aap apne blog ko list karna chahte hai).
Blog URL likhe (notepad se copy kar paste kare)
Blog ka title likhe (notepad se copy kar paste kare)
Blog Description likhe (notepad se copy kar paste kare)
Apna naam likhe (notepad se copy kar paste kare).
Apni email id likhe (notepad se copy kar paste kare).
Ab next or submit button par click kare.
Listing karte samay name aur email jarur add kare kyunki jab aapki listing live ho jati hai tab aapke email id par ek mail aa jati hai. Kabhi kabhi aapki blog listing unapprove jata hai to aisse me aapko mail aa jayegi aur aaap recorrect kar fir se submit kar skate hai.
Umeed hai ki Blog directory submission kya hai aur kitne prakar ke hote hai kaise karte hai in sabhi sawalo ka jawab aapko mil paya hoga aur aap isse jaan paye honge.
Agar aapka is jankari se jura koi bhi swal ya sujhav ho to comment kar bataye. Agar ye jankari achhi lagi ho to isse share jarur kare.