Blog Me Contact Form कैसे Add करे Google Drive की मदद से

0

दोस्तों आपने पिछले article me ye jaana ki Google drive kya hai aur iska use kaise karte hai. Aaj is article me आप जान पाएंगे की Google drive की हेल्प से कांटेक्ट फॉर्म कैसे बनाया जाता है और वेबसाइट में उसको कैसे add करते है सबसे पहले ये जानते है की contact form क्या होता है और क्यूँ use करते है?

Contact form ek type ka form hai . Contact form ka upyog website me isliye hota hai ki koi bhi site visitor jab aapse se contact करना चाहता है तो contact page पर जा कर इस फॉर्म को भर कर अपना message send कर सके और आपको uske dwara send किये गए मैसेज की जानकारी मिल पाए.
Contact form ka website me jude hone se site visitor aap se asaani se contact कर पाते है.
Blog Me Contact Form Kaise Add Kare Google Drive Ki Madad Se

Google Drive ke ander Google form ki feature hai jiska use kar आप फॉर्म बना सकते है। इस्का उपयोग कर आप survey form ya website or blog के लिए कांटेक्ट फॉर्म बना सकते है। Jo bhi enquiry iss form ke jariye aayegi vo bhi aap yhi se dekh payenge. ऐसा फीचर Google Drive Doc form me available hai.

To aaye jaante hai ki Google form ka use kar contact form कैसे बनाते है और ब्लॉग में Contact Form कैसे ऐड करे Google Drive की मदद से।

Form create karne ke liye aapke pass Google ka account hona jaruri hai kyunki aapko google drive ka use karna hota hai. Contact form ko aap apne site me embed kar sakte hai jisse site visitors ko aapse contact karna bhut hi asaan ho jayega.

Google Docs का यूज़ कर Contact Form कैसे बनाये?

Step 1:

  1. Sabse pahle apne Google account ka use karke Google Drive me login kare. Ab aap NEW Button pe click kare.
  2. Ab ek dropdown menu open hoga usme More option pe click
  3. Ab ek nya menu option open hoga usme Google Forms pe click kare.Create Contact Form

Step 2:

  1. Ek naye tab me form khul jayegi. Apne contact form ka koi title yani naam likhe.
  2. Ab Untitled Question me Name type kare.
  3. Ab right side ke options me Short answer ko chune. Name field ka input value short hai isliye Sort answer ko chunte hai.
  4. Is Name filed ko jaruri rakhne ke liye Required option ko enable kare.
    Fill Contact Form Questions

Step 3:

  1. Ab right side ke plus(+) icon pe click kare.
  2. Ab Question name me Email
  3. Email ke liye bhi Short answer ko chune.
  4. Tin dot vale vertical menu pe click kare.Ab Data Validation ko select kare
  5. Text select kare.
  6. Email Address ko select kare.
  7. Validation error message ko set kare(ex: Please enter a valid email address).
  8. Email bhut hi jaruri hota hai isliye Required ko enable kare.

Add Email input box in Contact Form

Step 4:

Ab ek message ya comment ke liye input box bnate hai.

  1. Sabse pahle plus (+) icon pe click kare.
  2. Question name me Message likhe.
  3. Messgae ke liye right side ke option me Paragraph ko chune. Message me jyda bada text hota hai isliye isme Paragraph ka option lete hai.
  4. Tin point vale vertical bar pe click kare. Ab Data Validation ko select kare.
  5. Ab Length select kare.
  6. Minimum character count ko select kare.
  7. Number dale.
  8. Error Message set kare. (ex: Please enter minimum 200 character)
  9. Ab Required ko enable kare.Add Message Multi line box in Contact Form

Step 5:

Ab aapka Contact Form ban chuka hai isse dekhne ke liye right-side ke top me preview button pe click kare.

  1. Preview button pe click kar aap apn form check kar sakte hai. Dekh kar confirm ho sakte hai ki sahi bna hai ya nahi.
  2. Ok hone pe Send button pe click kare.
    Contact Form Preview

Step 6:
Ab aapke saamne ek popup window open hoga. Isme aapke contact form ka link aur HTML code dono ka option hota hai. Dono me se koi bhi aap use kar sakte hai.

  1. Website me add karne ke liye aap HTML Embed option ko chune.
  2. Ya(OR) Agar aap direct link dena chahte hai to link copy kare.
  3. Form ki Width set kare.
  4. Form ki height set kare.
  5. Code copy karne ke liye Copy button pe click kare.
  6. Ya Fir code pe double click kar copy kare.
    Set Height Width and copy Contact Form

Step 7:

अब आपको अपने contact form को ब्लॉग में ऐड करना होता है। इसके लिए अपने ब्लॉग पे जाए ek new page bnaye aur usme html option me jaakra apna form ka code paste kar de. अब आपके ब्लॉग का contact page ready ho gya . Apne contact form page ko open kar ke check kare.

Step 8:

Ab enquiry mail देखने के लिए निचे दिए गए steps ko follow kare.

  1. Sabse pahle Google Forms par jaaye aur apne contact form ke naam pe click kare.
  2. Ab aap Responses pe click kare. Ab yha pe enquiry ki sabhi mail aap dekh payenge.Contact Form Responses

इस तरीके से आप Google Drive ke madad se contact form create कर सकते है और इससे website ya blog me add kar sakte hai. Agar aap code nhi add karna chahte hai to आप सिर्फ लिंक भी add kar sakte hai , ispe user jab click karega to direct contact form open ho jayegi.

Umeed kartu hu ki upar di gayi jaankari se aap jaan paye honge ki blog me contact form kaise add kare Google Drive ki madad se. Ab aap ke contact form ke dwara ki gayi sari enquiry ki information Google Drive pe save hoti jayegi. Aur aap kabhi bhi Step 8 ko follow kar enquiry dekh sakte hai.

पिछला लेखApni Google Search History Kaise Delete Kare
अगला लेखFeedburner Feed का ईमेल Delivery Time कैसे Change करें?
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here