Agar aap aapne youtube channel ke liye intro video banana chahte hai to is post ke jariye aap jan payenge ki kaise bina kisi software ko use kiye hue aap free me intro video bana sakte hai. Intro Video bana kar aap apne channel ko ek nya look and feel de skate hai is se ek acha impression bnta hai viewers pe.
Aaye dekhte hai ki kaise intro video bnaya jaata hai.
Niche diye gaye steps ko follow kare:
- Sabse phle flixpress.com site pe jaaye.
- Uske baad top right side me diye gaye signup button pe click kare.
- Ab aap register form ko bhar kar register button pe click kare.
- Jo email id diya hai aapne use open kare. Vha pe flixpress ki aayi hui mail ko open kar verify link pe click kare.
- Ab verify hone ke baad aap flixpress ke site pe apne aap jayenge.
- Show only free templates ko select kare.
- Kisi ek template par click kare.
- Customize Now button pe click kare.
- Ab jo page open hoga vha pe template ko edit kar paayenge. Template me dikhne ke liye apna Top line aur Bottom line text ko likhe.
- Ab aap Place Order button ko click kare. Fir confirm box open hoga usme yes option ko select kare.
- Ab kuch samay lagega.Samay dekhene ke liye View My Order pe click kare.
- More option pe click kar ab Download HD button pe click kare. Aaapki intro video download ho jayegai.
Example me aap hamare Youtube channel ka into video dekh sakte hai.
NYC information bhai kafi acchi post hai intro video created karne ki