Is lekh me aap janenge best photo editing software android ke liye ke bare me jisme Photo edit karne wala apps ki list share ki gayi hai. Photo banane wala apps ke bare me Hindi me jankari pana chahte hai to lekh ko pura padhe.
Aaj ke samay me har koi apni photo ko social media pe upload karne se pahle usse edit kar ke achha banana chahta hai. Android ke aise kai sare photo banane wala apps maujud hai jinse aap asani se apne photo ko kafi achha bana sakte hai.
Is lekh me aap janege top 7 best photo editor apps Android user ke liye yani ki photo banane wala apps downloading list jisse install kar aap bhi apne kitche hue photo ko edit kar achha look de payenge.
Vaise agar baat ki jaye Best photo editor app, photo banane ke apps ki to bahut sare hai lekin jyda tar premium hai yani usse use karne ke liye paise dene hote hai lekin yaha par jo bataya ja raha hai vo sabhi free hai jinhe istemal karne ke liye aapko koi paise nahi dene hote hai.
To agar aap photo banane wala apps download karne ki soch rahe hai to ek baar is list ko jarur dekhiye kyunki sabhi application ko playstore se aap free me download kar sakte hai.
Best 7 Photo Banane Wala Apps Download List 2022
Snapseed
Snapseed ek complete photo editor hai jo Google company dwara banaya gaya hua hai.Isme aapko vo sabhi feature mil jayenge jo ek photo editor me hona chahiye. Google company dwara banayi gayi application hai to isse aap samjh sakte hai ki kaise feature hoga. Isme aapko 29 tools aur filters mil jayenge jisse aap apne photo ko man chaha editing effect de sakte hai.
Pixlr – Free Photo Editor
Pixlr ek free photo editor application hai. Pixlr application har kisi android user ke liye soch kar banaya gya chahe vo naya user ho fir expert har koi isse use kar sakta hai.Isse aap photo collages bana sakte hai. Pixlr ka naam pehle Pixlr Express tha.
Photo Editor by Aviary
Aviary ek free lekin powerful photo editor application hai. Isse aap bahut hi jaldi aur asaani se apne photo ko edit kar sakte hai.
Prisma Photo Editor
Agar aap photo editing ke shaukeen hai to aise me apne art ko dikhane ke liye. Prisma ek best application hai. Isme aapko naye 800 se jyada filters option maujud hai.Isme aapko kafi sare effects mil jate hai jisse aap apne photo kafi acha look de sakte hai.
Photo Mate R3
Photo Mate R3 is application se aapko photo editing karne ke liye kafi sare option milte hai jaise ki ISO, aperture, focus ye sabhi set kar sakte hai aur photo ko kafi attractive bana sakte hai.
Photo Editor
Yeh ek free Photo editor application hai jisse aap apne photo ko edit kar sakte hai sath hi usse collages bhi bana sakte hai. Isme applications me aapko char option milte hai – photo editor, pip collage, grid collage and collage templates.
Facetune – Selfie Photo Editor for Perfect Selfies
Agar aap selfie lene ke shaukeen hai aur android userr hai to ye aapke liye khaas app hai. Isse aap apne selfi ko edit kar sakte hai kafi acha effect de sakte hai. Yeh ek portrait aur selfie photo editor hai.
इसे भी पढ़े:
Umeed hai ki aapko hamare dwara photo banane wala apps, photo edit karne ka apps ki jankari kaafi pasand aayi hogi. Agar aapko ye lekh acha laga to isse apne dosto ke sath jarur kare aur unhe bhi jankari de.