Backlinks Banane Ke Liye 5 Free Backlink Generator Tools

0

Kisi bhi website ya blog ke liye SEO ka kya mahatav hai ye ek blogger achhi tarah samjhta hai.

Pahle ke lekh me hamne bataya ki SEO Kya hai kaise karte hai sath hi ye bhi bataya hua hai ki backlinks kya hai aur kaise banate hai.

Backlinks Bnane Ke Liye 5 Free Online Backlinks Generator Tools

Aaj is article me hum apko 5 Free online backlink generator tools ke bare me batayeneg jisse ki kisi bhi blog ya website ke liye asaani se kuch backlinks banaya ja sakta hai.

Yaha par niche 5 alag alag sites ka link diya hai jis par click karte hi naya tab me website open ho jayega. Uske baad apko apne blog ka link add kar submit karna hota hai.

Add karne ke baad kuch samay iss process me lagta hai use hone de aur jaise hi success ho jayega vaha par apko status dikhega.

5 Free Online Backlink Generator Tools

Backlink Maker

Backlinkr

SEO unity

SEOworld24x7

Real backlinks

Kuch naye blogger ko apne blog website ke backlinks generator tool use karne me pareshani ho sakti hai isliye yaha par mai aapko pehle link ka use kar batane ja rha hu tool ka use kar Backlinks kaise banate hai.

Ex.
Sabse pehle aap upar diye gaye kisi link par click kare. Maan lete hai ki aap pehle link par click karte hai.

Ab ek naye tab me ek website open hogi.

Yha par aapko apne website ya blog jiske liye aap backlink prapt karna chahte hai uska link add kare.

Make Backlink button par click kare.

Make Backlinks

Ab captcha verification samne open hoga usse complete kare. Jaise hi aap verification complete karenge to backlink banana shuru ho jayega.

Ab aapko status ko 100% pura hone tak tab ko open rakhna hai.

Ab apke site ka successfully backlink ban chuka hai.

Isi tarike se aap in diye gaye free backlink generator tools ka istemal kar upar bataye gye tarike ko follow kar backlinks prapt kar sakte hai.

Umeed hai ki upar di gayi jankari apko pasand aayi hogi. Isse aap apne dosto ke sath jarur share kare.

पिछला लेखComputer Me Hindi Font Kaise Install Kare
अगला लेखComputer Me WhatsApp Kaise Chalaye
Verman Babu
वर्मन बाबू एक professional blogger है | ये Blogging, SEO, Affiliate Marketing, Make money online, Internet, BlogSpot, WordPress, Computer-related tips, How to guides, Email marketing, Social media, Tips, and tricks इत्यादि से रिलेटेड article लिखते है | नयी चीज़ के बारे में जानना सोचना और Blogging के द्वारा अपनी जानकारी सबके साथ शेयर करना इन्हें अच्छा लगता है |

उत्तर छोड़ दें

Please enter your comment!
Please enter your name here